Detail NewsDetail NewsDetail NewsDetail NewsDetail News

3responses

avatar

Khak Paye Ulema Likhnese ya khene se \"khakpa\" nahi hote. Agar khuda n khasta ulema hazarat se bashar hone ke nate koyi ghalti hoti hai to had-e-adab me rehte huyai unse ruju karna hai. aur jaise ke jalson ka zikr kiya gaya hai unse milkar unke khamosh hone ka sabab aur maslihat puchna hai nake news papers me publish karke awwam ke samne in bataon ko uchal kar akhir me khak paye ulema lihker............. bhaktkalnews ke editor ko bhi aise mazameen publish karne me ehtiyat karne ki zaroorat hai.

Abu Mohammad ()
Jun 26 2011

avatar

Bhetar hota Abdul Mujeeb saheb is mazmoon ko akhbar ki zeenat banane ke bajaye unhi ulama karam se (jin jalson ka wo zikr kiye hai aur usme wo khood moujood the) mulaqat karke apni ghalat fahmi ko dur karte ya dusri zaban me un ulema karam ke samne apne ehsasat pesh karke unki rai maloom karte. Aise mazameen se awam me bahut si ghalat fehmi paida hoti hai aur bahut se ahbab is ko awwam me uchaal kar Madarase Dinya aur ulma-e-haq ke bare me awwan ko ghumrah karne aur unke khilaf behkane ka kam karte hai...... Janab Abdul Mujeeb saheb ki niyat par shak nahi hai, wo waqi me ummat ke dard ke sath mazmoon likha hoga, magar mere khayal me tariqa ghalat hai. Allah ham sab ko apni marzi par chalne ki aur apas ke ikhtilafat to apasme me hi bait kar hal karne ki tawfeeq de ameen

Abdul Basith (Dubai)
Jun 26 2011

avatar

ek bahtreen mazmoon per koyi bhi comment nahi hai............ mery kam aqli ke mutaabiq is per tameeri aour tanqeedi dounouN comment aa sakte hai...... magar yahan to kuch bhi nahi........ shayad koyi mazaameen ko padhne me bhi dilchapsi nahi rakh raha hai............. comment ka intizar rahega.

saqib ()
Jun 25 2011

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS