Detail News

2responses

avatar

ager hindustan me rahna ho to hindi aur urdu bolna seko a sab se zeyada zarori hai kannada to sirf karnataka me bolli jati hai mager urdu or hindi to pure hindustan me boli jati hai

yaseer (dubai)
Jun 12 2011

avatar

Ye baath qabil e hafsoos hai ke hamari qaumi rehnoma(leaders) maazi mein kannada ko haam karne keliye kohi tawaheh nahi di,jiske natije mein hamari qaum ki 95% abaadi na govt department mein kannada baat karasakte hain na localites ke saath kannada mein interact kar sakte haim, na kannada akhbar na kannada literature pad sakte hain.. hamari school ke nisab mein kannada ko behaisiyte zubaan theesra darja diya gaya hai. Tu hum kaise kannada mein baat mein baat,likh ya pad sakte hain? Zaroorath is baat ki hai hum hamari thaleemi idaroun mein kannada medium as first language introduce karein, english aur urdu ke saath.. Kohi baat ko pounchaee wale baat ko pahoucha de zimedarooun ke paas...

Sayyed (Dammam)
Jun 11 2011

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS