Shaafi Bhai! moulana shafi saheb nai quran ki ayat ko tafseer aur hadees ki roshni mai bayan kiya to aapka fiqhi ikhtilaaf kahna sahi nahi hai, ajkal internet ka zamana hai, deeni paigamat bhi internet hi mai shaye hote hain, aapne bhi apni ray ko internet kai zarye hi shaye kiya hai,har aik ko apne raye zahir karne kai haq hai,
Muhammad Ahmad Bhatkal (Bhatkal)
Dec 27 2012
Bhai Shaafi! Ilmi ikhtilaf karne ka har armi ko haq hai, laken apne bado ki qabiliyat par sawal utane ka kisi ko haq nahi hai, shayed aap ubaidullah saheb ki o ibarat nahi padi hogi, jis mai ubaidullah saheb nai moulana Shafi saheb sai apne comment mai takhassus kai mutalliq sawal kiya hai,imam shafi ra imam malik ki ilmi qabiliyat ka mazaq nahi kiya ta, imam abu yusuf ra bhi imam abuhanifa ra ka mazaq nahi kiya, balke apne ustad kai ilm kai aitaraf karte howe adab kai saat ilmi ikhtilaf kiya,
Muhammad Ahmad (Bhatkal)
Dec 27 2012
Mai moulana shafi qasimi ko mubarak bad deta houn moulana ne paede k baee me bhoot ache ansaz me ( with dalil k sat pesh kiya hai)mai moulana se fuzarish karoun ga k ab dini islah online k toru karte rahen aj ka dor internet ka hai. Jazakallah
afan (DUBAI)
Dec 26 2012
Mai moulana shafi qasimi ko mubarak bad deta houn moulana ne paede k baee me bhoot ache ansaz me ( with dalil k sat pesh kiya hai)mai moulana se fuzarish karoun ga k ab dini islah online k toru karte rahen aj ka dor internet ka hai. Jazakallah
afan (DUBAI)
Dec 26 2012
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته Fiqhi masail me ager Ikhtilaf kiya jata hai to wo kisi qabiliyat per shak na natijah nahi hota balta yah Iktilaf faham awr Ilm ke Itibar se hota hai uski bahut misalain hain 1) imam shafi ne imam malik awr imam muhammed se iktilaf hi nahi balke imam mohammed se munazarah bhi kiya 2) imam abu yusuf ne imam abu haneefah se 66% masail me iktilaf kiya 3) hazrat ibn abbas ne khulafa e rashideen se ikhtilaf kiya ( hazrat umer se awl ke mamle me awr hazrat usman se miras me maa ke hisse ke bare me yah ilmi fiqhi dark me tafaut ki bina per hai Aakhiri guzarish Moulana Shafi saheb awr moulan Ubaidullah se yah hai ke ager aap ko kisi ke فهم مسئلة se اختلاف ho to media ko apna stage ya ميدان مناظرة na banaye خدارا waqt ki نزاكت ko samjhain
mohammed shafi (BHATKAL)
Dec 26 2012
2- اخیر میں میں یه ضرور كهنا چاهونگا كه عبید الله صاحب نے اپنا بیجا اور غیر ضروی اشكال ظاهر كركے اچها كیا جس سے مذكوره مسئله اور بهی مضبوط اور مدلل طریقه سے سامنے آیا اسكے بعد اب همیں اور همارے قارئین كو اسپر عمل كرنے میں كوئی تردد نهیں هونا چائیے محمد علی شریف دبی
Mohamed Ali SHareef (dubai)
Dec 26 2012
جزاك الله عنا خیرا كثیرا مولاناشفیع صاحب كو اللہ تعالی جزائے خیر عطا فرمائے كہ آپ نے مذكوره مسئله كو جس انداز سے اور موجوده زمانه كے تقاضه كو مد نظر ركهتے هوئے دلائل اور حوالوں كیساته بیان كیا هے اسكے بعد شاید كسی اور وضاحت كی ضرورت نهیں، اور نه اعتراض كرنے والے كو كوئی اعتراض كا موقع مولانا جس طرح سے اپنے وطن میں ره كر اصلاحی اور دینی كام كر رهے هیں اور جو اسوقت نئے نئے فتنے سر اٹها رهے هیں اسكو دبانا اور اسكا مقابلہ كرنا وقت كی ضرورت ہے مولانا هم لوگوں كے استاذ الاساتذه هي نهیں بلكه وه ایك مرجع كی حیثیت ركهتے هیں انكا احترام اور انكی عزت كرنا همارا فریضه هے، جب سے مولانا نے ایسے مسائل اور ان فتنوں كو دبانے كا بیڑا اپنے سر اٹها ركها هي مولانا كی عزت هم میں بهت زیاده بڑه گئی هے- الله آپ كو دنیا وآخرات میں كامیاب فرمائے اور آپ سے مزید دینی واصلاحی كام لیتا رهے اور امت مسلمه فائده اٹهاتی رهے- (جاری)
Mohamed Ali SHareef (dubai)
Dec 26 2012