Detail NewsDetail NewsDetail News

9responses

avatar

مولوی عبیدعاللہ صاحب نے فقہی مسائل کو عوام کے سامنے بیان نہ کرنے کا مشورہ دیا ہے، اس مشورہ پر عمل کرنے کی صورت میں دعوت وتبلیغ کا کام بند ہوجائے گا۔ اور شیطان کو خوش کرنے کے مترادف ہوگا۔ ہم نے کن فنون پر اختصاص کیا ہے، اس کی فکر کرنے کی آپ کو ضرورت نہیں ہے۔آپ قرآن وحدیث کوسمجھنے کی صلاحیت پیدا کیجئے۔ قلم کو دلائل کے ساتھ چلائیے، آپ کو ہمارے خیالات سے اتفاق نہیں ہے، تو ہم کو اظہار خیالات سے روکنے کا حق بھی آپ کو نہیں ہے۔ آخری عنوان ودلائل پر آپ مناقشہ کرتے تو کیا ہی اچھا ہوتا، استنباط و نتیجہ پر اعتراض یہ کم علمی اور عدم تفقہ کی نشانی ہے۔آیت وحدیث میں پردہ کی صراحت ہے۔ انشااللہ حسب ضرورت قرآن وحدیث کی روشنی میں دینی مضامین لکھنے کا سلسلہ جاری رہے گا، آپ کے اعتراضات ودہکمی سے یہ سلسلہ بند نہ ہوگا، آپ کو اگر ناپسند ہوتو علمی انداز سے آپ کو جواب لکھنے کا بھرپور حق ہے۔

Muhammad Shafi Qasimi (Bhatkal)
Dec 22 2012

avatar

Assalaualikum dear moulana mohtaram safi qasmi sahib nay ju waqth kay aham masail hai or in masail ko is tarah media or akhbarath may kasrath say sayah kar Kay har aam or kaaz is say waqif ho jay kiukah aaj is media ka istimaal khoob hota hai kisi na kisi bahany aadmi ki nazar padhi jati hai kisi ek admi ka pad ker Amal kerna Mazmoon nigar ka maqsath may kamyabi kay kafi hai Allah hum sab ko mil jul ker kaam kernay ki taufeeq ata fermaye aameen

Syed Azhar (Dubai)
Dec 22 2012

avatar

UBAIDULLA ISHAQI SAHEB KO SHAYED MOULANA SHAFI SAHIB SE DUSHMNI HAI HAMESHA MOULANA SHAFI SAHIB K MAZMOON PAR AITRAZ KARTE HAIN MOULANA SHAFI SAHEB NE QOURAN AUR HADEES KI HAWALA SE MAZMOON LIKHA HAI USMAI KOYEE GALTI TO QURAN O HDEES KE HAWALA SE APP JAWAB DATEN UBAIDULLA ISHAQI SAHIB SHARYE PARDA SHAYED PASAND NAHI HAI ALLAH TALA SE DUWA HAI K UBAIDULLAH KO QURAN O HADEES KO SAMJNE AUR BADOUN KA ADAB KARNE KI TOUFEEQ ATA FARMA.AMIN

amanullah (SHARJAH)
Dec 22 2012

avatar

ubaidullah saheb kai comment ka mazmoon sai kuch talooq maloom nahi hota, ubaidulla ishaqi saheb ka apne ustazul asatiza kai mutalliq istarah likhne ye akhlaqi aur alimana shaan kai khilaf hai. moulana shafi saheb ko ya mazmoon quran aur hadees aur manshaye nabawi ka mutabiq hai, doosmanan islam hamesha quran o hadees aur manshaye nabawi sai logo ko hatane ki koshih ki hai, moulana shafi saheb nai ye mazmoon likh kar bahoot accha kiya, ye waqt ki ahm zaroorat ti, ubaidulla ishaqi saheb ko hamara ye mashora hai kai, adab o akhlaq kai bagair insan kamyab nahi ho sakta,aur hamara un sai ye bhi mashora hai kai o quran aur hadees aur amal sahaba aur jamhoor ulama kai maslak par rahe, allah tala ubaidullah saheb ko sahi samej ata kare aur bado ki izzat karne ki taufeeq ata farmain.

M Ziya Nadvi Bhatkal (Bhatkal)
Dec 22 2012

avatar

Ubaidullah Ishaqi Saheb ko a mazmoon kioun hazam nahi hoya, maaloom nahi, is sai pehle bhi ubaidullah saheb bila vaja moulana shafi saheb kai mazmoon par aitaraz karte howe moulana ki ilmi qabiliyat par sawal utaya ta, ubaidulla saheb kin kin fun mai takhassos kiya hai, batayein to accha hai,ubaidullah saheb ko ilmi jawab dene kai bajai kisi ki ilmi qabiliyat par sawal utane ka haq nahi hai.

Muhammad Ahmad Bhatkal (Bhatkal)
Dec 21 2012

avatar

maulana e motaram aap ke mazameen bahoot khoob aur bahoot mufeed hote hain is ka silsila jari rakhen kisi ke etirazat ki parwa na karen ( رضا الناس غاية لا تدرك ) allah ap ko jaza e khair de ameen

abu hasan (dammam )
Dec 21 2012

avatar

assalam alaikum Mazmoon majmuyi tawr per islahi hai albatta ilmi istidlalat niqash kiya ja sakta hai

mohammed shafi (BHATKAL)
Dec 21 2012

avatar

mujhe ptaa nahi k Maulana Shafee Malpa Shb ka takhassus Tafseer ya Hadees ya Fiqah ya kiya hai?bher haal bahut adab o ehtiraam se Maulana Mohtaram se arz hai fiqhi masa,el ko akhbarawn me na uchaaleyn.

UBAIDULLAH ISHAQUI MAKKAH (MAKKAH)
Dec 21 2012

avatar

Mazmoon k aakhiri unwaan k neeche ka mazmoon munaqashe k mutaqazi hai. aayat o hadees ka pas manzar kuch our,istidlaal o istinbaat o result kuch or.

UBAIDULLAH ISHAQUI MAKKAH (MAKKAH)
Dec 21 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS