tamam muslim leadrs ko is artical ko zarur padna chahiey.koi bhi siasi party ki niyat hi sahi nai hai.wo muslmanou ko khilowna samjte hain.jab dil kiya khela.jab ji bhara thoiz d diya.
wadapa maleka ()
Nov 05 2012
abid saheb ka dard bhara mazmun pada. Allah hame sahi such aur shawur de.kash ham me siyasi bedari aajaahe.kash is mazmun ko padkar unka dil tadpe millat ke liey.ae kash...
shadab akhter ()
Nov 05 2012
abid anwar ka mazmun bhaut hi fiker anghez hai.unhu ne haqahiq bayan kiya hai.ham ittihad aur sirf ittihad hi se kamyab hosakte hain,allah hame dardmand leadrs aatha kare.ameen.
hajira bushra ()
Nov 05 2012