Detail News

7responses

avatar

sonia ghandi is mhaine ki 18 tarigh ko manglore aarhai hai.syed khalil saheb unse milke hamare masail unke saamne pesh kar sakte hain .

s.m.syed md sultan ()
Oct 11 2012

avatar

Ittihad ki batein sun aur dek Kar bahaut Kushi hei. Isi tarha kaam karte rahen inshallah Allah hamari kaum ko asmano ki bulandi par lejaiga. Last but not least stay away from apasi politics

Syed asif (Dxb)
Oct 11 2012

avatar

bhatkal ki muslim birdari qabile mubarakbad aur tanzim zinda baad.ham muttihed hain to hamara koi kuch nai bigaad sakta.

rabiya sana ()
Oct 11 2012

avatar

alhamdulillah hamara bandh kamyab howa.ittihad me barkat hai.ye hamne dikadiya.aur hame ye malum hon chaiey ke intishar maut hai.allah hamare is ittihad ta qayamat qaim rake.ameen

s.m.syed md sultan ()
Oct 11 2012

avatar

Nice reproting, keep it up. Sabse aage, ji haan waqi sab se age.

Imran joshidi (sao)
Oct 11 2012

avatar

Jo-bhi idare bhatkal tanzeem ko band me support nahin kar rahe hain.... un idaraw ko future mein koyee bhi support nahi kiya jaye

Imran (bangalore)
Oct 11 2012

avatar

asl tanzeem ki itni koshish ke baujood magar chand section ka band na karna goya ittihad se hat kar sabit hota hi lekin marchant wale hamare sat mil kar hi phir bhi o na mane tab unka milan hamare sath kya faida ho saktahi kya ham sirf tajir banenge ya islami tajir aur good riksha jisko khas kar hamare log istimal karte hi unke bhi kehne par agar o na mane to ehtiyat baratni padegi unse rabt kam karna padega

abdullah (dammam)
Oct 10 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS