aslamulaikum moche khushi hivi ki 50 sal takimil par 50 talebeilm ne imtihan dea hai.mai allah se duwa karta houn k in 50 ualma ko dini o milli khidmat karne ki tofiq ata farma amin. aur mai jamia k mohtamim ya muntazamin se pochna chata houn k ab hamra jamia 50 sal pora karcho ka hai.phir ham log jamia me kiun fazilat ka corse shuru nahi karte. ?jaisa k alimiayt ka imtihan nadva k matihat hota hai waisa hi fazilat ka bhi imtihan nadva k matihat karnge to bhaiter hoga.aur is hamre jamia ka name roshan hoga. waslam
amir husain (dubai)
Sep 20 2012