Detail News

2responses

avatar

Islam mein ye Valentine Day ho ya koyi doosra Day uski zara bhi ahmiyat nahi, aur hum ko aise gair sharyee programs se door rahna hai. Isi tarah Mothers Day bhi rakhe hain, lekin kya maa ki khidmat saal mein sirf ek din keliye hai? Islam ne waziye taur par har rishte ki ahmiyat aur zimmedari bayan ki hai, bus uspar amal karen. Koyi taarikh fix karke dikhawa karne ki zaroorat nahi, ye sab logon ko behkane aur paisa kamane ki tarkeeb hai. Yahan par jo waqiya bayan kia gaya kya wo bilkul sach hai ya phir musalmano ko zehni taur par amaada karne ke garaz se hai (is bath se inkar nahi ke Allah ki pakad kabhi bhi ho sakthi hai). My isliye likh raha hun ke kayi log banavati qisson ke zariye musalmano mein deeni bedaari lana chahate hain, halanke is tariqe ko Ulema ne mana kia hai. Deen ki tableeg sirf aur sirf sunnat tariqe par hona zaroori warna eimaan mein khalal paida hone ka dar hai.

Muhammad Gaus Syed (Sharjah)
Feb 15 2012

avatar

Mai bhi Sachchey dil se Yeh Waaqiya Maanta Hoon, Key Aisey Waaqiyaat Allah ki taraf se hote rahtey hain key Aadmi Sambhal jaaye, aur har Gunah se Sachchey dil se Allah se Touba karen. Tit for Tat (Jaisey ko Taisa) Khuda kisi par Zulum nahi karta Hum Aapni Katootou se Allah key Aazaab ko Daawat detey hain.

Mukhtar A Damudi (Dubai Silicon Oasis-Dubai-UAE)
Feb 14 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS