Detail News

3responses

avatar

Allah marhoom Ki maghfirat karey. & Inke ghar walon ko sabre jameel ataa farmaye aameen

Mohammed Ismail Shabandri (Bhatkal (Uttar Kannada), Karnataka, India)
Sep 13 2011

avatar

Mujhe Abdussalam damda ki khabar padkar bahut afsos hua.Unki sari umar awaam ki khidmat karne me guza gayi.Jisne bhi isko maara hai Police in qaatilaun ko jald se jald pakadne ki koshi kare.Aur un qatilaun ko sakht se sakht saza di jaye؛Allahutala marhum ki maghfirat farmaye.Aur inke ghar walaun ko sabr jameel ataa farmaye.Ameen

shabbir gawai (saudi arabia)
Sep 11 2011

avatar

Khabar padh kar dil dahal gaya. Qatilao ka jald se jald pata lagana zaroori hai, warna ayinda isi tarha ke waqiyat se dochar hote rahenge. Police ko mustaadi se kam karna hoga. Allah marhoom ki magfirat kare aur mutaaliqeen ko sabare jameel ata kare. Ameen

Mohammed Nazim Mohtisham (Bhatkal. India)
Sep 11 2011

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS