Detail NewsDetail NewsDetail News

2responses

avatar

mai samajhta hoon ke Moulana Maqbool Nadwi ki Baat ka matlab ye tha Ke DeaBand ki Taalim ka Bunyadi Maqsad Khalis Deeni Talim se tha jisme Jadeed tarze talim nahi thi phir Ali Gard ka ujood Magribi Yani Khalis Asari Talim ke sath hua. to angrezoun ke laye huwe gair islami talim ke asar me musalman Qadim wa Jadeed k 2 mutawazi tabqou me taqseem the......to Ulama ne ek aisa misali Madrasa qaim kiya jo qadim uloom ke sath jadeed zahnou ke shak wa shubat ko khatam karsake,to Nadwa ne Douno ke maqasid ek sath jama kiya ye waqt ki ek aham zaroorath thi our isi me musalmano ki taleem ka hal poshida the jo jame nisab ki shakal me samne aya... JO siruu se Nadwa ka Imtiyaz Raha hai...(والله اعلم بالصواب ) For more info click on this link http://www.4shared.com/office/eqv9OH7Z/1tarruf_2.html

Sawoodsiddibapa (Madinah )
Oct 22 2012

avatar

moulana maqbool nadvi nai kaha hai deoband aur aligard mai ikhtalafaat tai aur nadva nai un saab ko jama kiya hai. iska ka kiya matlab hai, hame samaj mai nahi aya, aligar aur deoband apne apne jaga par kaam kar rahe tai, aur dono ka maqsad bhi alag alag ta, phir dono ko jama karna kiya matalab hai.

abdullah bhatkali (Bhatkal)
Oct 21 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS