Detail NewsDetail NewsDetail News

10responses

avatar

ARE BHAI ZAMZAM YE KYA HALAT BANA RAKKHI HAI KUCH LETE KYU NAHI ? MASHA ALLAH AAP KA NAAM THO HER COMMENTS MEIN AA RAHA HAI MOULANA SHAFI SAHEB SE BHI ZIYADA.WAH BHAI WAH AB EK ACHCHE BACHCHE KI TARHA BADOU KA KEHNA MAANO AUR DINI TAALIM HASIL KARO YE SAB BAATEY AAP KE BUS KI NAHI HAI MY DUAA KAROONGA KE ALLAH AAP KO AQAL SOCH ILM AUR SIHAAT DE AMEEN.

ABU KOZAPPU (DEIRA DUBAI)
Aug 12 2012

avatar

assalam o alikum. Ye sab akhir kiya ho raha bahatar hai ke jo sunnth us ko pesh karne ki koshish karin, 20 aur 8 rakhat ko masla hai agar dono sahi hain tho phir kiya harj hai,baraye meharbani kisi ko neecha karne ke chakkar main hum jaise nadano pareshani mat dalin, Allah hafiz

mansoor ahmed (bhatkal)
Aug 12 2012

avatar

Dear Reader Meine Kub kaha k Tum loug 20 rakaath Namaz Muth Padou, Comments deyney se Phele comments kou acchi tarhan se read karou, phir bath kou samaj mein ayegi, and by the way mein ne mere comments mein Makkah ki 20 rakaath k barey mein bih write kiya hai, phir bih aap jaisey commentser kou koun samjayega, Pamplet print hou janey se kya aap loug badel jayiengey, Jou loug 20 rakaath phadh raha woh 20 hi padeyga na, tum loug bih 20 padou ya phir 8 Aamaal tou tum hi kou karna hai, 1=70. Samjey Readers.

Mushtaq ZamZam (Dammam)
Aug 12 2012

avatar

Mushtaq Zam Zam Saheb, Assalamualaikum, arz kai sada logo ko deen kai maamila mai baat nahi karni chahiye. saudi arabia mai koyi kaam karne sai o kam sunnat nahi banta. saudi mai bahoot sa kaam khilaf shara hota hai. 90% ulama Bis rakat hi ko sunnat kahte hain. aur dunya kai aksar musalman ab bhi 20 rakat hi padte hain. Moulana Shafi saheb Qasimi nai bahoot hi acchai andas sai 20 rakat kai mutaalliq likha. allah tala tamam musalmano ko 20 rakat traveeh padne ki tofiq ata farmaye, ameen.

Muhammad Ahmad Bhatkali (Bhatkal)
Aug 12 2012

avatar

MR.ZAMZAM MY 22 SAALOU SE GULF MEIN REHTA HOON AUR HAMESHA 20 RAKAAT HI PADTA HOON WOH BHI MASJID MEIN AUR AAP KO KIS NE BATAYA KE GULF MEIN 8 HI RAKAAT HOTI HAI ? AAP KI MALOOMAT KE LIYE ARZ HAI KE DUBAI BHI GULF MEIN HI HAI.AAP SIRF APNI BAAT KIJIYE SARE MUSALMANOU AUR HUM BHATKALIYOU KI NAHI OK.AAP NE SAHEE KAHA KE HUM SAADA LOGOU KO IS JHAGDE MEIN NAHI PADNA CHAHIYE,THO KYA AAP SPECIAL HAI KE COMMENTS MEIN 8 KO SAHEE TEHRA RAHE HAI ? 20 SE 11,,11 SE 8,, KAL KO AAP LOG 8 SE 4,,4 SE 2 AUR 2 SE 0 TAK LA SAKTE HAI ALAAH NA KARE......

J K BHATKALI (dubai)
Aug 11 2012

avatar

Dear Editor, Is mazmoon par please kisike comments publish na kare...... isse ummat me intishar hoga. Is masle me aam admi apni rai nahi de sakta, Alhamdulillah Bhatkal me ulama karam maujood hai, aur wo apni apni masajid me aur halqao me awam ko bhetar tariqe par samja sakthe hai.... Allah ham sabko Sahi par amal karne ti taufeeq de aur apashi intishar se mehfooz rakhe ameen

Abdul Basith Kazi (Dubai)
Aug 11 2012

avatar

bhai mustaq zamzam sheb eahn per 20 rakath tarawih padna ya 8 rakhat padne ki bat hai. moulana shafi saheb malpa pori dalil k satha likha hai. bhatkal me panfalet sab ko diyagaya tha. 8 rakath tarawih padne k mutaliq. aur hadis pori kamil tareqe(hadis ka aksir hisa ada kar k) se pesh nahi kiya tha.is ka jawab moulana shafi malpa ne deaya hai kamil hadis k satha. moulana kisi k uper forse nahi kiya hai.ab 20 rakath hi pado.moulana ne 20 rakath tarwahi padna sunt hai kha hai.ur pure gulf me 8 rakath trabi nahi padai jati hai chand jagoun per pade jati hai.dubai aur oman akser jaga 20 rakath trwih pade jati hai. ager Makkah mein Purey 20 rakaat + 3 Veether hai,to hum seb log 20 rakath tarawih padna chai. waslam

NAWSHAD (india)
Aug 11 2012

avatar

Mushtaq Zam Zam Saheb, Sada logon ko deen kai malila mai baat nahi karni chahiye, Moulana Shafi Saheb nai dalail kai saat 20 rakat kai bare mai likha hai, saudi mai 8 rakat padne sai koyi amal sunnat nahi banta, saudi mai bahoot sa kaam khilaf shhayiyat hota hai. 90% ulama 20 rakat traveeh kai qail hain, aap nai likha hai kai traveeh sunnat namaz hai, sunnat namaz kai bhi ahkaam o adaab hain, man mani padna sahi nahi hai. salafi hazraat traveeh aur tahajjood ko aik hi namaz kahte hain,isliye tahojjood ki tarah 8 rakat padte hain, imam Abu Hanifa, Imaam Shaafi, Imam Malik, Imam Ahmad Ibn Hamble o Hazarao Ulama e Haq 20 Rakat traveeh hi ko Sunnat kahte hain, Musafir ya Mariz 20 sai kam Padhe to jaiz hai.

Muhammad Ahmad (Bhatkal)
Aug 11 2012

avatar

Mein Readers se A kehna chata hoon k , Hum saada lougoun kou is jagdey mein nahi padhna chaeye, koun k agar hum loug Gulf mein rehtien hain sirf 8 rakaath tarawih padhte hain, koun k 90% Saudi Ya Gulf k Masjidoun mein Sirf 8 Rakaat Tarawih + 3 veether hi hoti hai, lekin Makkah mein Purey 20 rakaat + 3 Veether hai, Aur agar hum loug India jayeinge tou 20 rakaath Tarawih Padthey hain, lekin iss doun chezoun kou kissi per nafid karney koushis na karey, koun jou aadmin 8 padhna chaye 8 padhney dou, Aur jou loug 20 padhna chaye padhney dou, Bil Akar A Sunnath Namaz hai, Iss Masley se Bhar akar hum lougoun Farzz Namazou per Sub lougoun Pabundi se lagou karney per zour diya jaye, Yahan Per Jamia k deligets bih akar hain Saudi Arabia mein, woh loug bih 8 hi padhkar ghar jate hain, lekin Uss k bad ghar jakar agey 12 padhtein hain A Hamien Maloom nahi, Mere is comments se aap loug Muttafiq hona Zaroori nahi hai, Mushtaq ZamZam Dammam

Mushtaq ZamZam (Saudi Arabia Dammam)
Aug 11 2012

avatar

MABROOK ALF MABROOK MAZMOON BHOOT KHOOB HAI. PHADENE SE BHOOT SI MALOOMAT HOVI HAI.MOULANA SHAFI SAHEB SE BHOOT KHOOB SURAT ANDAZ ME PESH KIYA HAI. TARAWIH 20 RAKATH PADYEN.(PORI DALIL K SATH)AKHIR ME ALLAH SE DUWA KARTA HOUN MOULANA SHAFI SAHEB JAZAYE KHAIR ATA FARMA AMIN...

amir (DUBAI)
Aug 11 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS