Detail NewsDetail News

1responses

avatar

Bahut khub,,,,Hum log bhatkal main zaroorat se ziyada masaajid tamir kiye huwe hain ,,(ziyada masjid honey sey ek faida zarror hota hai din ki taleem hasil karney walawn ko rozaggar)kiya hum log isiley masaajid bana rahey hain? har paisey wala aadmi apney ghar ke bilkul qareeb masjid chata hai,jabkey ALLAH ne unko itni sahulat di hai key wo har namaaz ke liye shirali bhi ja saktey hai,har nukkad per masjid tamir karney se har addmi apni apni masjid kaa ho kar rah gaya hai na key islam kaa,ye bhi ek hamare ikhtilaaf ka sabab hosakta hai, ABU HAFAZ NADWI ney ummat ki tadap ke saath ye mazmoon likha hai jiske liye mai unko mubarak baad deta hoon,hum bkli waley machli laney ke liye udupi aur karwar tak jatey hain.lekin raastey main kitney musalmaan ki bastiyaan milti hai na hamain uski fikr na ham usko hamari farz samajhety hain,10/12 saal pehley noor masjid (jab wahan jumma namaz nahi hoti thi)ke ass paas ek bhi masjid nahi thi,,,sirf ek noor masjid,,,wo bhi ALLAH maaf karain wahan haftey main 2 ya 3 din pani kaa masla ,(pani kiyn nahi hain?jawab milta tha motor kharb hai)mike kaa maslaa,,,safai kaa maslaa,,ek masjid jahan bahut sarey ameer log rahety hain itni sari takaalif? (ALLAH maghfirat farmaye janab ABDULGHANI saheb ki jinka ghar hamesha wadu karney ke liye khula rahta tha) lekin kiya ham logon ney muttahed hokar inmushkilaat kaa samna kiya,,nahiiiiii,,,,,,,,,,,ham ney atraaf main apni apni masjid banayi,abhi noor masjid ke aas paas 4 aur masjid bangayi,aur us ilaaqye ki abbaadi 15 saal pehley jitni thi ussey kuch itni ziyada nahi huwi ke 4 masaajid ki zaroorat ho, agar wo paisa wo tawanayi,wo waqt ham aas paas main sirf kartey to aaj ABU HAFAZ NADWI ko istarhan mazmoon nahi likhna padta,,,,,,,,,, hum log shaadiyan main beja israaf kar key apney aap ko bahut maldaar saabit kary ne kikoshis kar tey hain,jab ke fuzool kharchi karney walawn ko QURAAN mai shaitaan kaa bhai farmaya gaya hai, agar ham apni fuzooul kharchi kam kar key apney atraaf walawn ko dekhey to ummat kaa haal kuch thik hosakta hai,,,,,,,,,,,,allah haom iski tawfeeq dain ,,ameen

iqbal mohammed (bhatkal ki ek sain)
Jul 22 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS