islamic banking par kam katne ka mashora acha laga is maidan me ab tak jamate islami ne kafi kam kiya hai hindustan ke bahut se ilaqaw me islamic banking nizam ko raij kiya gaya hai bhatkal me bhi maqami jamaat ne ISLAMIC WELFAR SOCETY qaim kar ke bahut badi khidmat anjam de rahi hai islamic banking ko aam karne ki zaroorat hai awr jo log is kam ko kar rahe hai un ka tawn karna bhi bade ajr w sawab ka kam hai
syed yasir (bhatkal )
Jul 11 2012