Detail NewsDetail News

3responses

avatar

your article re bringing gold to India from dubai is the limit is only bringing gold from dubai or a person who is bringing gold from any destination please clarify to all readers.

Qamar saada (Jeddah saudi arabia )
Jun 02 2012

avatar

salaam.plz iss par thodi vazahat karen ke sona sirf 4 gram lane ka jo naya qanun laagu hua hai kia a sirf UAE se lane walon par hi lagu hoga ya tamaam mulkon se lane walon par??aur kia auraton ke pahne hue sone ke gahno par bhi sirf 8 gram ki hi ijazat hogi,jaise agar koi aurat 4bengals pahen kar arahi hai to zahir hai us ka wazan lagbhag 25 gm ho.to kia 25-8=17 gram sone par duty deni padegi?

mohdmearaj (alkhobar.ksa)
Jun 02 2012

avatar

Customs ki ye limit sirf sone par hai ya sone ke zewarat par bhi lagu hogi iska khulasa nahi. Aur agar zewarat bhi shamil hain tho India se jaate waqt moujooda items ko declare karna padega warna kaise pata chalega ke nayi khareedi hai? Behar haal ye pabandi sirf customs walon ko hi fayida pahunchayegi, hukoomat ko nahi.

Muhammad Gaus Syed (Sharjah)
Jun 02 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS