Detail News

55responses

avatar

@Syed Mohammed (UAE) بھائی سید محمد صاحب! آپ کو مولوی ارشاد احمد صدیقی کا مضمون پسند آیا۔ خیر کوئی بات نہیں۔ لیکن اپنی زبان کو قابو میں رکھئے! ایک مضمون لکھنے سے مجدد الف ثانی پیدا ہو گئے یہ تو مبالغہ آرائی بلکہ جہالت کی حد ہو گئی۔ امام ربّانی مدد الف ثانی کا مقام کیا ہے ؟ شاید آپ کو اس کا علم نہیں ہے۔ورنہ ایسی بات نہیں کہتے۔ براہ کرم اپنی بات واپس لیجئے!

Mohammed Abuhuraira Akrami (Bhatkal)
May 18 2012

avatar

manfaad ek hai is kaum ka nuksan bhi ek ek hai saab ka nabi deen bhi imaan bhi ek harm-e- pak bhi allah bhi quraan bhi ek kya badi baat thi hote jo musalman bhi ek mohtram qareen asalamualaikum moulana Irshad ke mazmun ke baad kyi dinou se mukhalifeen-e-juma aur muafikeen ke darmiyan ek tahriri aur lafzi jung chadi hui hai har ek aapni baat zabardasti manwane ki koshish karraha hai kuch loak josh me nazeba aur ghair akhlaki baaten likh rahe hai aadmi josh ke saath hosh khojata hai josh ke saath bahut zaruri hai warna aadmi ka kalam behek jata hai aur zahen bhi bhatak jata hai hum ko ikhtilaf ke waqht titab o sunnat ko samne rakna chahiye hamare aaslaaf har faisala kitab o sunnat ki roshni main kartethe meri dua hai ke allahutala biradrane watan me khulus o muhabbat aur ittihad ata farmaye aur har masle ko kitaab o sunnat ki roshni me hall karneki toufiq de aapka mukhlis abu eihab

abu eihab (saudi arabia)
Feb 10 2012

avatar

GUROOR ZUHD NE WAHIZ NE KO YE SIKHAYA HAI= KE BANDGAAN KHUDA PER ZUBAAN DARAAZ KARE. AWAAM SE HAMEIN KOI SHIKAYAT NAHI KYU KE \"ALAWAAM KAL ANAAM\" YANI AWAAM CHOPAYO KI TARAH HAI. MAGAR ULAMA KIRAAM SE ACHI UMEEDEIN HAI KYU K ULMA KO NABIYOON KA WARIS KAHA GAYA HAI. ISI TARAH ALLAAH TA\'ALAA QURAN MAJEED ME FARMAYA \"INAMAA YAKHSHALLAAHI MIN IBAADIHI ULAMA\" YANI ULAMA HI ALLAAH SE DARNE WALE HAI. MAGAR AAP KA MAZMOON DEKHKAR HAMEIN BAHUT AFSOOS AUR RANJ HUA. AUR AAP KE MAZMOON SE UMEED THI K KOI MAFAHIMAT KI BAAT HOGI YA MOHABBAT KA DARS HOGA MAGAR AAP NE TO ZAKHMOO PER NAMAK CHIDKANE DIYA AUR AAG PER TEL BALKE PETROL DALDIYA. ALLAAH AAP KO HIDAYAT DE AUR AAP SE KHAIR KA KAAM LE.DEEN SE MOHABBAT AUR TA\'ALUQ HONE PER YE CHAND SUTTOOR LIKH RAHA HOON. ALLAAH HUM SUB KO QURAN W HADEES PER AMAL KARNE WALA BANA DE. AAMEEN

Abuyaseer (Bhatkal)
Feb 09 2012

avatar

Assalamalikum Abdullah ji aap shayat iran me kaam kar k aaye hai isliye iran ka asar aap par bahut ziyada hai...25 saal Nabi ki sar zamin Saudi me reh kar bhi unka asar nahi gaya...Alhamdulilah hum ko to nabi ki sar zamin saudi me aakar ALLAH ne hidayat de dhi...aap 25 saal kabe k samne bait kar quran aur hadees ko chot kar bidat kar ke aur bidat ko badawa dete rahe ALLAH nafarmanau ko hidayat nahi deta...Ijtimaee dua se rokne ki baat karte ho??... mujhe ek bhi sahi hadees se sabit kar k dikho k Namaaz k baat ijtimaee dua ki hai... Hum to aile hadees hai... sahi hadees milne k baat aile hadees inkar he nahi karsakte...ager iski koi dalil nahi hai to ye bidat hai...aap sari dunya k salfi ko chodo kamas kam saudi jaise salafi bano...aaye naamaz ko rokne walo is 12 rabbil awal k joolus ko kyun nahi roka...joolus ko badawa dene k liye aurat aur nawjawan ko aap ne kyun nahi roka??...nahi ki sar zamin saudi me joolus nikala jata hai namaaz k baat ijtimaee dua karte hai aur juma ki namaz padne walo ko roka jata hai... aap saudi me hai aap to isse achi tarha se wakif hai...

Khalid Salafi (Jubail Saudi Arabia )
Feb 08 2012

avatar

assalamu alaikum a hai inka ittihaad qoumi ittihaad bhatkali ittihaad islami ittihaad k dawe daarou ki haqeeqat dekho kis mu se kar rahe ho ittihaad ke da,we Abdulla bhai k khitaab hi se lagau andaaza yahi asbiyat tumhe haq se rok rakhi hi. sidq dil se toba karo aur hidaayat k liye dua karo Allahumma arinal haqqa Haqqoun warzuqnattiba ahu wa arinal baatila baatilou warzuqnajtinabahu. kitaaben dunya me bahut ziyada likhi gayi hain parakhne k liye salafiyou ki hi zarurat hi chahe to apne aalimau se pucho na chahte huwe bhi isbaat me jawab denge.

fazlurrehman (shirur)
Feb 08 2012

avatar

ASSSALAMUALAIKUM ARE BHAI AAP KO AGAR PADNA NAHI ATA TO KISI SE PADHWALE KEUN KE AAP KE YAHA URUS AUR EID MILAN NAHI MANATE MATLAB APNA WAZEH KARO URUS SE ALLAH KE NABI NA MANA NAHI FARMAYA AAP KO ILM NAHI HI YA TO KITABE NAHI PADI AAP NE SIRF BUKHARI PADNE WALAUNKO HI SAHI SAMAJHTE HI KYA DEEN ME BUKHARI KE ILAWA KOEE HADEES KI KITAB NAHI HI AP JAISE SALFISH NE ZAEEF HADEES LIKHNE WALAUNKO AALIM NAHI SAMJHTE ZAEEF HADEES KISNE BAYAN NAHI KYA IMAM BBUKHARI NAHI KI ABUDAWOOD NE NAHI KI KYA AAP KO MALOOM HI KHE IMAM BUKHARI NE APNI DUSRI KITABAU ME ZAEEF HADEES KA SAHARA LIYA HI KYA NAHI APKO MALOOM HI 1 KITAB HI JISKA NAM MISHKAT SHAREEF USME KITBUSSALAT KHOLO AUR DHUNDO KONSI KONSI HADEES HI AAP JAISE AGAR RAMAZAN AATAHI TO TARAWEEH KE PECHE PADTEHI KEH 20 RAKAAT BIDAAT HI AGAR BIDAAT HI TO HAZRAT USMAN RAZI ALLAH HU ANHU NE JAB SE 20 RAKAAT SHIROO KI TAB SE HARAMAIN KABHI 20 SE KAM RAKAAT TARAWEEH PADI GAYEE HI 1400 SAAL HOGAYA ABHI TAK HARAMAIN ME 20 SE KAM TARAWEEH NAHI PADI TU KO JO CHAYE BAKTE RAHO UMMAT THODI TUM JAISAUN PAR AMAL KAREGI ALLAH HAM SABAUNKO ULAMA E KARAM KI IZZAT KARNEKI TAUFEEQ ATA FARMAYE AAMEEN

abdullah (AL JUBAIL SAUDI ARABIA)
Feb 08 2012

avatar

ASSSALAMUALAIKUM ARE BHAI AAP KO AGAR PADNA NAHI ATA TO KISI SE PADHWALE KEUN KE AAP KE YAHA URUS AUR EID MILAN NAHI MANATE MATLAB APNA WAZEH KARO URUS SE ALLAH KE NABI NA MANA NAHI FARMAYA AAP KO ILM NAHI HI YA TO KITABE NAHI PADI AAP NE SIRF BUKHARI PADNE WALAUNKO HI SAHI SAMAJHTE HI KYA DEEN ME BUKHARI KE ILAWA KOEE HADEES KI KITAB NAHI HI AP JAISE SALFISH NE ZAEEF HADEES LIKHNE WALAUNKO AALIM NAHI SAMJHTE ZAEEF HADEES KISNE BAYAN NAHI KYA IMAM BBUKHARI NAHI KI ABUDAWOOD NE NAHI KI KYA AAP KO MALOOM HI KHE IMAM BUKHARI NE APNI DUSRI KITABAU ME ZAEEF HADEES KA SAHARA LIYA HI KYA NAHI APKO MALOOM HI 1 KITAB HI JISKA NAM MISHKAT SHAREEF USME KITBUSSALAT KHOLO AUR DHUNDO KONSI KONSI HADEES HI AAP JAISE AGAR RAMAZAN AATAHI TO TARAWEEH KE PECHE PADTEHI KEH 20 RAKAAT BIDAAT HI AGAR BIDAAT HI TO HAZRAT USMAN RAZI ALLAH HU ANHU NE JAB SE 20 RAKAAT SHIROO KI TAB SE HARAMAIN KABHI 20 SE KAM RAKAAT TARAWEEH PADI GAYEE HI 1400 SAAL HOGAYA ABHI TAK HARAMAIN ME 20 SE KAM TARAWEEH NAHI PADI TU KO JO CHAYE BAKTE RAHO UMMAT THODI TUM JAISAUN PAR AMAL KAREGI ALLAH HAM SABAUNKO ULAMA E KARAM KI IZZAT KARNEKI TAUFEEQ ATA FARMAYE AAMEEN

abdullah (AL JUBAIL SAUDI ARABIA)
Feb 08 2012

avatar

ARE SHIROOR WALE TUM JAISE KITABAUN KO LIKHNE WALE DUNYA ME BAHUT HI TAQSEEM KARNE JAN KE MARE DARTE HO AGAR HAQ HI TO JAN KIBAZI BHI LAGAO AISI KITAbe gair muslim bhi likhte hi APNE HALHI ME SUNA NAHI BHADKANE WALE KAISE KAISE BHATKATE HI

ABDULLAH (AL JUBAIL)
Feb 08 2012

avatar

Assalamu Alaikum Hazraat ab dekhte chaliye inki Jihaalat Jab tak A Qalam Nahi Chalate hain tab tak in ka Jubba wa dastaar sabku dhoka deta hi jab inka Qalam Chale tab inki Haqeeqat ka pata chalta hai hamari guzaarish hi (abdullah-al jubail) Jaise Logou se k o likh kar apni Haqeeqt ku logou k saamne waazih karen Kew k mera bhi tajruba hi k Salafiyou per in logou ne kitni martaba jaanlewa hamla kiya hai to aise logou ku GaaliGaloj se qalam chalana konsa Mushkil kam hi meri in jaise logou se darkhast hi k mazeed qalam chalayen taaki apni Haqeeqat AAshkara Hojaye Jazakallahu khaira. RAHA MASLA TOPI AUR IJTIMAYI DUA KA AGAR ABDULLAH BHAI BHATKAL KI TAMAM MASJIDOU ME TAQSEEM KI ZIMMEDARI LE TO IN (MAS,ALOU)KI HAQEEQAT PAR INSHA ALLAH KITAB HI MURATTAB KI JAYEGI.

fazlurrehman (shirur)
Feb 07 2012

avatar

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi wa barakatuh !moulana k mazmoon k bad aisa lag raha hai k dono janib se awaam hi coments bhej rahe hain aur bagair daleel k awaam me intishar larahe hai jis se gair me bhi musalmanoun ki shabeeh kharab horahi hai.meri darkast hai k bhatkal idaroun k aur ibne hajar k zimmedaar aur dono janib k ulama aik jagah bhaite aur kitaullah wa sunnth ki roshni me is masala ku hal karen q k aalah ka farman hai k jab apas me ikhtilaaf ho to allah aur rasool ki taraf loto. aur imaam shafi ka qoul k SAHEEH HADEES mera mazhab hai. allah se dua hai k allah hum sab ku kitaab o sunnat ka aamil banayen . ameen

abu hanzala (murdeshwara)
Feb 07 2012

avatar

irshasiddiqi ne sirf juma ketariqekar seikhtilaf kiyahai ke bhatkalme eknizam kethat qazi ki ejzat se jumakaqiyam amalme atahai jiskoin logone qabool kiya agar enko ejazatnahimili tozabardasti kyou en namnihad salifiyou ko etni takleef aour gussa kyou jab salfihadrat aaimma arba se laikar bare sageer ke un jaid ulama ko barmala tan va tashnee karty hai jinohne allah ke fazl kebad hidustan ko espain hone se bachaya aour her qism ki qurbani dekar islam ko baqi rakha jiski bina per alhadulila hum mussalman hai varnahum kha hote aaj aap un ulma ke khilaf gali bakne valy caisetse islam ki tableeg kartehai

abumaaz (abu maaz)
Feb 07 2012

avatar

ASSALAMUALAIKUM AJ ABDULLAH (AL JUBAIL) KA TABSARA NAZAR SE GUZRA BAHUT AFSOS HUA UNKE KHAYALAT KO PADHKAR AUR BAGAIR ILM KE LIKHNE PAR,WAISE TO AISI BATON KA JAWAB NAHI DENA CHAHIYE JO JIHALAT PAR MABNI HO LEKIN HUJJAT POORI HO ISLIYE LIKH RAHA HOON ,, BHAI SAHEB AAP NE LIKHA HAI KE AGAR ALLAH HAMARI ROZI IARAN MEIN RAKHTRA TO SHIA BAN JATE WAH RE WAH AAPKI AQL KI DAD DENI CHAHIYE LEKIN AISI AQL AP HI KO MUBARAK HO HUM TO AISI AQL SE PANAH MANGTE HAIN KUYNKE AAPKO YEH NAHI MAALOOM KE HUM HINDUSTAN MEIN RAH RAHE HAIN TO NAUZU BILLAH HUM HINDU KAFIR BAN JAYEN AUR AAP SHIYON KE DALAILL SE MUTTAFIQ LAGTE HAIN AAP KE BARE MEIN HUM KYA KHAYAL KAREN ZIYADA SHIYON KI KITABEN NA PADHEN WARNA IMAN KA KHATRA HAI ,AAP NE KAHA KE MEIN SAUDI MEIN 20 SAL SE HOON, LEKIN AP KO ABHI TAK TOUFEEQ NAHI KE KAM AZ KAM WAHAN KE ULAMAON KI BATON KO MANTE KAHIR AAPNE KAHA KE HAMARE ULAMA TOPI NIKALNE KO KEHTE HAIN AP ALLAH KI KASAM KAH KE KAHIYE KE KISI SALAFI AALIM NE KISI KO TOPI UTARNE KE LIYE KAHA HO BHAI SAHEB KUYN AKHIR APNE AAP PAR ZULM KARREHE HAIN APP JHOOTHI BATEN LIKH KAR ,ISKA BHI AAPKO JAWAB DENA HAI LEKIN YEH BAAT TO HAI KE AAP KE YAHAN BAGER DARHI NAMAZ HOJAYEGI TAKHNE KE NEECHE KAPDA HO CHAL JAYEGA LEKIN KOI BAGAIR TOPI NAMAZ PADRAHA HO TO AAFAT AAJAYEGI HAI NA MERE KEHNE KA YEH MATLAB NAHI KE BAGAIR DARHI NAMAZ NAHI HOTI ,,,PHIR AAPNE AGE LIKHA HAI KE APKE ULAMA IJTIMAI DUAA SE ROKTE HAIN AUR APNE LIKHA HAI KE KOI EK HADEES LA KAR DIKHAYEN JIS MEIN NABI SALLAHUALAIHI WASSALAM IJTIMAI DUAA SE MANA KIYA HO, TO BHAI SAHEB AAP MEIN AUR IN BARELIYON MEIN KOI FARQ NAHI WO BHI TO YAHI KEHTE HAIN EID MILAD AUR URS WAGAIRA MANASE NABI KAREEM SALLAHU ALAIHI WASALLAM NE MANA TO NAHI KIYA ,TO AAP KI NAZAR MEIN WHO BHI SAHI HOGAYE ,KYA AAP MUJEH EK HADEES BATLA SAKTE HAIN KE NABI KAREEM SALLAHUALAIHI WASSALAM NE APNI ZINDAGI MEIN NAMAZ KE BAAD IJTIMAI DUA KI HO AUR SAHABA NE US PAR AAMEEN KAHA HO AUR BHAI SAHAB US DUA KE QABULIYAT KE ZAYADA IMKAN THE YA AAJ KI IS IJTIMAI DUWA KE ZAYADA IMKANAT HAIN PHIR PHI NABI SALLAHU ALAIHI WASSALAM NE AISA NAHI KIYA ,KYA NAUZUBILLAH HAMARE PYARE NABI SALLAHUALAIHIWSALLAM APNE UMMATIYOUN KO ACHCHI JEEZ NAHI BATANA CHAHTE THE AUR AGAR HAMARA IMAN AISA HO TO PHIR HAMEI AISE IMAAN KI KHAIR MANANI HOGI ,,,AUR AAPNE YEH KYA LIKHA HAI KE AISI NAMAZ HI NAHI JIS KE BAAD DUWA NA HO CHAHE WO IJTIMAI HO YA INFIRADI YEH HADEES KAHAN HAIN BHAI SAHEB HAMEIN BHI TO BATLAWO LEKIN YAAD RAKHNA AGAR AISI KOYI HADEES NA HO AUR AAPNE NABI SALLAHUALAIHI WSALLAM PAR JHOOTO BAAT KAHI HAI TO PHIR AAP US HADEES KE BAARE ZARA SOCHIYE JIS MEIN NABI SALLALAHUALAIHI WASALLAM NE KAHA HAI JISKA MAFHOOM YEH HAI \"KE KOI MERI TARAF AISI BAT MANSOOB KARE JISE MAINE NAHI KAHA HO TO WO APNA THIKANA JAHANAM MEIN BANALEY\" AAPKO ALLAH SE DARNA CHAHIYE SALAFIYOUN KI DUSHMANI MEIN AAP YEH KYA KARRAHE HAIN KHAIR BAAT BAHUT LAMBI HOGAYI ,ALLAH HAFIZ

bakar (BHATKAL)
Feb 07 2012

avatar

assalamualaikum moulana apse ek sawal arz hai aapne kabhi kisi munkar kam ko rokne ke liye qalam uthane ki zahmat ki hai? ya ahle hadees dushmani mein apka yeh pehla qadam hai jo ke maaroof kam ko rokne mein hai moulana aap apne zameer se allah keliye khud poochen ke ap ne ye kam sirf aur sirf allah ki raza keliye kiya hai ya apni ana aur ahle hadees dushmani mein kiya hai ,moulana aap agar aalah ki raza ke liye karte to apkeliye dunya mein kya apne hi shehar mein itni bidaten aur munkarat milengi ke apko rozana ek mazmoon likhna padega, main un munkarat ko ginana nahi chahta kuynki in munkarat se aap bhi waqif hain aur saari dunya waqif hai lekin aap un munkarat ko mitane ke bajaye kisi ki dushmani mein allah ki ibadat ko rokne chale alla ke huzur sajde ko rokne chale allah ke huzur ruku ko rokne chale allah ke ghar ko dedh inch tak keh dala nauzubillah aur is kam se ap allah se ajr ki ummid karrahe hai apko allah se dar nahi lagta agar aap allah se darte to aisa nahi karte ,lillah allah se kouf khaiye kisi ki zindagi hamesha rahne wali nahi hamein usi allah ke paas jana hai jis ke deen ka hum mazaq karrahe hai jis ki masjid ke touheen karrahein hain aur awam se bhi meri mukhlisana darkhast hai ke aap bhi haq bajanib rahein kahin aisa na ho aap bhi masjid ki touheen mein shamil hojayen allah ki ibdat se rokne walon shamil hojayen isiliye soch samajh kar faisala karen sirf aur sirf allah ke liye kisi ki parwah kiye bager kuynke jo allah se darta hai woh kisi se nahi darta allah hum sab ko sahi raaste par gamzan kare aameen.......

bakar (bhatkal)
Feb 06 2012

avatar

ASSALAMUALAIKUM MUJHE TO MAULANA IRSHAD KA MAUZU AP JAISE SALAFIYAUN KE LIYE MUNASIB LAGA AP JAISE LOG SLAFI NAHI BALKE SALFISH HI ALLAH NE HAMARI ROZI KA INTIZAM GULF ME KIYA ISLIYE AP SALAFI (SALFISH) YANE DAKHILI TO BANE AGAR TUM JAISAUN KI ROZI KA INTIZAM ALLAH NE IRAN ME KARTA TO TUM SAB SHIYA (KHARIJI)BANJATE KEUN KE DALAEEL KE AATIBAR SE UNKE PASS BHI ALAEEL BAHUT HI MY BHI 25 SAL SE SAUDI ARABIA JUBAIL ME HU MY KHHOB JANTA HU SAUDI ULAMA KUCH SALAFI HI AUR O KAISE HI AUR AP JAISE INDIAN PAKISTANI BANGALI ULAMA KAISE SALAFI (SALFISH) HI KABHI SAR SE TOPI HATANE KO KAHTE HI TO KABHI NAMAZ ME IJTIMAEE DUAA SE ROKTE HO MUJHE 1 HADEES DIKHA DO KE ALLAH KE NABI sllahu alaiwasallm NE NAMAZ ME IJTIMAEE DUAA KARNE SE MANA FARMAYE HI BALKE HADEES ME A HI KEH O NAMAZ HI NAHI JIS NAMAZ KE BAD DUAA NAKI HI CHAYE O IJTIMAEE HO YA INFIRADI ZARA GAUR KARO APNE ILM PAR AUR ALLAH SE TAUBA KARO

abdullah (al jubail)
Feb 06 2012

avatar

Irshad Siddiqi ka ye mazmoon dar asal kuch maayine nahi rakhtha...ismein sirf unka gussa aur saath hi saath apne khaas logou ku milakar salfiyou se iqtilaf pooktha karna hai. Mujhey inke mazmoon ku padne ke baad ye kehna pad raha hai ke Ye apni jamaath ku zyada aur islam ku kum pasand karthe hai. Allah humein bachaye aur inhe hidayath de...ameen

Ibrahim, dubai (Dubai)
Feb 05 2012

avatar

assalamu alaikum muazzaz bhaiyo irshad sb ki nigah me oors ka kia jana layiqe tahsin hai juma k muqabile me isliye bahar se aakar oors manane par koyi inkar nahi aur juma k karne par waavela aur intishar afsos sad afsos aisi jihalat par. ham naam nehad salafi hain to aap kaar aamad salafi baniye allah aapku toufeeq de.

shakib (bhatkal)
Feb 05 2012

avatar

MR ATEEQURRAHMAN AAP SRF 1 SID KA COMMENT LIKH RAHE HI A AP KI YATAQI KELYE MUNASIB NAHI HI AGAR LIKHNA HI TO DONAU KI TARAF SE LIKHE A AP KELIYE KHAIR HI WARNA AP KHUD SOCHE KYA KARNA HI

ABDULLAH (ALJUBAIL)
Feb 05 2012

avatar

ASSALAMUALAIKUM ATEEQURRAHMAN BHAI AAP BHI BAHUT AJEEB HI ME NE 3 / 4 COMMENT DIYE MAGAR 1 BHI AP NE SHYE NAHI KIYA AP APNE KO JO PASAND AYE O DALTE HI YA AWAM KE DENE KA DALTE HO PLZ ZARA MERA KAMAZKAM 2 COMMENT TO DALDOGE BADI MEHARBANI HOGI OK ALLAH HAAFIZ A MERA EMAIL HI [email protected] FROME BHATKAL JOB SAUDI ARABIYA AL BUBAIL

abdullah qazi (saudi reabiya )
Feb 05 2012

avatar

Salamalaikum. Waatasimu B hablilahi jami an wala tatafarakhu. Allah ki rassi ko mazbauti se pakdo aur apas me tukde tukde mat hojawo. ye hukum tamam musalmanu k liye hai. Aur isme iktilafat aur firqa bandi se mana kiya gaya hai.al muslimu akhul muslim.musalman musalman ka bhai hai. Phir allah k nabi ne farmaya muslim wo jiski zaban aur hath se musalman bhai mehfoz rahe. Namaz e juma se roka gaya bade afsos ki baat hai. Maulani ka mazmoon pad kar bhaut duk hua. Allah k ghar ko ded (1 1/2)inch ki masjid kaha gaya. Ye allah k ghar ki tauhin hai. Tasub aur tang nazri ne hame andha kar diya hai. Meri dua hai allah se bhatkal k tamam muslaman ko ittihad aur mohabbat se rakhe. Aur quran aur sunnat par amal karne karne ki taufiq ata farmaye. Ameen

Mohammed Kazia (Saudi arabia)
Feb 05 2012

avatar

assalamu alaikum bhai irshad tagut ka sahara lene aur bahar se logou ku bulane ka zikr kie hain.kayi comment aise aaye hain. aakhir koi gour kew nahi karte ham safaid libaas aur haatou me tasbeeh lie itne gaye guzre kew hain k dusri jamat ku in chizou ka sahara lene ki zarurat pesh aarahi hi.kisi manhaje fikr ke manne walou ku dabane ke lie gunda gardi ki zarurat hi ya elmi manhaj ki?kew kitab o snnat ke wazih manhaj se jawab dene k bajaye taan o tashni ka sahara liea jata hai.allah hame gour o fikr karne wala banaye aameen

abdul wahid (riyadh)
Feb 04 2012

avatar

الحق أحق أن يتبع واعتصموا بحبل الله جميعاً ولا تفرقوا فاتبعوه ولا تتبعوا السبل فتفرق بكم عن سبيله وقد تطلق الجماعة بمعنى الحق والدين والسنة كما في موقف الإمام احمد (رحمه الله) وكما في قول ابن مسعود  ( الجماعة ما وافق الحق وان كنت وحدك )

usman (qatar)
Feb 04 2012

avatar

Assalamualaikum - Piyare Mubassereen, Aap se muaddibana guzarish ke, hamari tanqeed baraye tameer ho ne ke tafreeq. Tanqeed kerne wale teen tarhan ke hain. 1) مخلصين Mukhliseen - jinse bade bade fitne allah-talaa apne fazal se mita deta hai 2) مصلحين Musliheen - Jo waqt ke taqaze ko dek ker allah ke waaste hikmat ke saat islah kerte hain aur allah se islah ke dua kerte hain. 3) مفسدين Mufsedeen - Jo waqt ke taqaze ko dekhe baghair awam me is baat ko pehla detee hai jis-se ittihad me tafarruqa paida hota hai. Allah se dua hai ke hum sab ko marte dum tak ittihad ke rahne ki tawfeeq ata farmaye. aur sari ummate ke mufsedeen ke shar se hifazat farmaye. \'Ameen\' App sab se dua ke darkhaust hai. Mubsir

Mubsir (Bhatkal)
Feb 03 2012

avatar

ASSALAMU ALAIKUM BR IRSHAD KI TAHREER PADHNE KA MOUQA MILA BR NE MAS\'ALE JUMA KU BAAYISE IKHTILAF SAMJHA JABKE IKHTILAFE JAMA\'AT USSE AHAM MAS\'ALA THA BHATKAL KI 2JAMA\'TOU KU YEK KARNE KI BR NE KITNI KOSHISH KI? 2)DEEN K KISI FAREEZE KI ADAYIGI ME INTISHAR HOTA HI TO BADE AFSOS KI BAAT HI AKHIR GOUR KARO K INTISHAR KON KAR RAHA HAI? 3)IFTIRAAQ WA INTISHAR KA KHOUF DILAKAR UMMAT KU KAB TAK GUMRAHI ME RAKHOGE? 4))IFTIRAAQ WA INTISHAR KITABULLA WA SUNNATE RASUL KU TARK KARNE SE HI HOTA HI 5)JAMA\'AT WA ITTIHAD ZAHIRI JAMIYYAT KA NAAM NAHI BALKE HAQ KI ETTIBA KA NAM HI 6)BR KU TANZ KARNE K BAJAYE SALAFIYOU KA SHUKR ADA KARNA CHAHIYE K O BIDATOU KI NASHANDAHI KARKE SABKU BIDAAT SE MAHFUZ RAKHNE KA SABAB BANE 7) QIYAAME JUMA KI SHARYI HAISIYAT K BAARE ME BHATKAL KE ULMA SALAFI ULMA SE BAAT KAREN TAAKE AWAM KU ISKA SHARYI HUKM MALUM HO JAYE 8)JAB AASMANI AAFAT NAAZIL NAHI HOGI TO ROKNE KA KIA MATLAB? 9) BR. SE MERI APL HI K SALAFE SALIHEEN KI KITABOU KA SAHI SE MUTALIA KAREN TAASSUB KA AINAK NIKALE HAQ KU DABANE KI NAKAM KOSHISH NA KARE ALLAH SE HIDAYAT MANGE ALLAH HAME SAHI MANHAJ KI REHNUMAYI FARMAYE AMEEN

abu asad (AROUND BHATKAL)
Feb 03 2012

avatar

السلام علیکم:: بڑی مسرت ہوِئی آپکا مضمون پڑھکر اور عوام کے تبصرے پڑھکر،، یہ جاننَے کا موقع ملا مولانا کا علم کیا ہے،اور تقوی کیا،،بچپن سے میرے اور میرے اہلخانہ میں مولانا سے بڑی محبت اور عزت تھی،آج مولانا کے مضمون نے میرے اور میرے آہلخانہ کے تصور پر پانی پھیر دیا،،میری مولانا سے موآدبانہ درخواست ہے عبداللہ ابن مسعود رضی اللہ عنہ کے ایک قول کو لیکر تعصب میں ان کی سیرت  اور منہج سے کھلواڑ نا کرے ،،اور مزید  ان کی سیرت اور تعلیمات سے استفادہ  حاصل کرے،،اللہ تعالی ہم سب کو حق سمجھکر اس پرعمل کرنے کی توفیق عطا فرماِے\':آ٘مین۔۔۔۔۔

abu khadija (bhatkal)
Feb 02 2012

avatar

Allah has given the formula of unity among the Muslims in the following verse: O you who believe! Obey Allâh and obey the Messenger (Muhammad SAW), and those of you (Muslims) who are in authority. (And) if you differ in anything amongst yourselves, refer it to Allâh and His Messenger (SAW), if you believe in Allâh and in the Last Day. That is better and more suitable for final determination. Qurran (sura Nisa:59) If Muslims want to enforce unity on the basis of majority, quomiyyat or maslak then they are following their own desire and not following the teaching of our beloved Prophet (Sallahualaihiwassalam). Dear Irshad Moulana I consider the act of stopping the jumma prayer which was done by some of our young brother as haram even in the eyes of our beloved Imam, Imam Shafi. Then why our scholars failed to stop them?? and also why failed to condemn the act of stopping the prayer??

Fahad (bhatkal)
Feb 02 2012

avatar

ASSALAMU ALAIKUM,AZIZ BHAIYOON YE GHALAT TARIQA HAI EK DUSRE KO IS ANDAAZ ME TA\'AN W TASHNEE KARNA. KYA YE HAMARI ISLAMI TALEEMAT HAI? KYA YE IKRAAM E MUSLIM HAI. AAJ HUM ILM KI KAMI K WAJA SE IS TARAH BAAT KARTE HAI. KITNA TA\'ASUB AUR BUGHZ BHARA HAI HAMARE DILOON ME JIS NIKAL RAHE HAI. HUM KISI KO NAMAZ JUMMA PADHNE SE ROK SAKTE LEKIN KISI K UROOS YA 12 RABI AWAL KI BIDA\'AT SE NAHI ROK SAKTE. JUMMA PADHNE SE IKHTELAF HOGA. UROOS MANANE AUR 12 RABI AWAL KA JULOOS NIKALNE SE IKHTELAF NAHI HOGA. JAB YE DONO AMAL AUR IS K ALAWA KAI AISE AMAL HUM KAR RAHE HAI AUR HUM KO PATA HI NAHI. AGAR KUCH LOG APNI DAWAT K NUQTA E NAJAR JUMMA QAYEM KARNA CHAHTE TO IS SE HUM KO KYA IKHTELAF HAI. AGAR WO KOI NAYI BIDA\'AT YA KOI SHIRKIYA AMAL KAR RAHE TO HUM KO CHAHIYE THA K BESHAK ROKE. AUR ACHE TARIQE SE ROKE. HINDUSTAN ME HER KISI KO APNE DEEN KO PHAILANI KI IJAZAT HAI. WO DEOBANDI HO BARELVI HO SALAFI HER KISI DASTUR NE HAQ DIYA HAI. LEKIN YAHA KUCH MULLAWO NE APNI IJARADARI BANA RAKHI HAI. KYA YAHA IN MULLAWO KI HUKUMAT HAI. KYA BHATKAL HER DEENI KAAM IN MULLAWO K HUKM PER HOTA HAI. KYA URS AUR 12 RABI AWAL KA JULOOS BHI HERGIZ NAHI. TO EK ACHE KAAM KO KYU ROKTE HO??? ALLAAH TA\'ALAA HUM SUB KO QURAN W HADEES PER AMAL KARNE WALA BANADE. AAMEEN

abdullaah (Bhatkal)
Feb 02 2012

avatar

Apas mein ladne jagadne ,bahes wa mubahisa karne aur ek dusre ki kicha thani karne, taqreer ke muqabila mein taqree, kitab ke muqabale mein kitab, tahreer ke muqabele mein tahreer,qalm ke muqabale mein qalam ko iktiar karne ke bajaye, mamila jamaatul muslimeen ya darul qaza ke supurd karde.jamatul muslimeen ya darul qaza ke zimmedaran is masle ko ain quran aur rasoolallah ki hadeeth,halaath ki munasibat aur tanazur mein,sanjeedgi aur sirf ALLAH ko razi karne ke garz se ,(kisi ke dabhao mein na akar),hal karein. faisla chaihe himayat mein ho ya faisla chai mukhalifat mein ho? har muslamaan ko is faisle ko ALLAH ki taraf se faisala samajh kar ALLAH par chod de. aur isko apne dil se qabool karein.. ALLAH HAMARE DILOUN SE RANJISHOUN AUR KADURAT KO DOUR FARMYEIN AUR EK DOSRE se PYAR WO MUHABBAT KE SAATH REHNE KI TAUFEEZ ATA FARMAYEN AMEEN..

Well Wisher (Saudi Arabia)
Feb 02 2012

avatar

asslam mu alai kum va rahmatullah hi wa barkatahu janab moulana irshad sahaib siddique sahaib nai jo mazmoon likah awar is mai jo paigaam diya bahut sahi awar barwaqt paigaam hai,is sai kisi kai pait mai dard uthta hai to us mai moulana ka koe qusoor nahi hai,balkai us beemaar ko apna elaaj kara ho ga.bataya jai kai moulana nai kiya galat likah hai?juma ki rooh kiya hai?ebaadat ,ijtimaaeat aapasi muhabbat. yahi to hai,awar islam ki tamam aham ibadaat mai yahi rooh nazar aati hai,isi rooh awar maqsad ko khatam karkai ebaadat aada ki jai to sirf naaam rah jai ga,rooh nahi,awar bina roooh kai koe ceez mutabar hi nahi.juma sahar walow ya mohallai walow sai ada kiya jata hai.yahaa to baat bilkul mukhtalif hai,manglore sai baaaz log juma ada karnai kai liya bhatkal aarahai hai.awar police sai mutalaba kar rahai hai kai kiraya diya jai.kahaa gae aqal?gadah bhi sharma rahaa hoga manglore sahab kai mutalabai sai,kis nai hazrat manglore sahab ko kaha tah kai manglore sai bhatkal 150 kilometer ka safar karkai juma ada karnai ki liyai bhatkal aae?manglore sai bhatkat tak taqreeban 100 ya 150 juma masjid ho gi,kiya kisi masjid mai bhi namaz ki toufeeqe nahi hoovi?ya kisi mai namaz jaez hi nahi?a kahaa ki ebaadat hai?phir police ko aankhai dikah e ja rahi hai,mai salfi hazraat sai kahoonga aik nai 100 juma qaaem karai.laikin masjid jis mohallai mai hai us mohallai kai logou sai juma qaaem karai un sai masohra lai.shiroor awar byndoor awar hubli ya doosrai mohallai walai jin ko is mohallai sai door ka bhi vaasta na ho jama kiya jai awar juma qaaem kiya jaito kahaa ki aqal mandi hai?muqdadi shiroor awar hubli awar manglore walai ,imam madras wala,juma bhatkal mai qaaem kiya ja rahaa hai.a kaisi aqal hai ?afssos aisi aqal par,barai karam 1 ya 2 kitaab padh kar apnai ko ulma ki saf mai laanai ki kosish nai ki jai,saudi mai rehnai ya 2 gaali galoch sai bhari taqreeer sunnai sai koe aalim nahi hota.aisi taqreer karnai walai apnai anjaam ko pahanch rahai hai,ajj un ko koe bhi nahi jaanta,khuda ki lathi bai awaaz hai,aisai hi padti hai,hosh kai nakhun lainai ki zaroorat hai.allah aqal sai kaam lainai ki toufeeq ata farmae. ameen(ateeque sahaib barai karam poora comment shaya kardai ,kisi jumlao ko delete na karai,karam ho ga)

shamsheer (dubai)
Feb 02 2012

avatar

asal khouf intishar ka nahi khouf inko hai to bus a k kahe a dawat 1 masjid se bad na jae kahen unki masjide hath se na jane pae.are moulavi saheb ham aise nahi hai ham tho aap ki masjidou per qabza nahi karenge bus sahi dawat ka kam kerenge.kisi ne likha hai mehant kare koi aur kha eh koi oh mere bhai hame kisi ki mehent ka phal nahi chahiye ham khud mehnat karke aapko bhi hamari dawat ka hissa banaenge

ainulhaque hafiz (aljubail)
Feb 02 2012

avatar

ager intishar aur bigade ki.Allah k rasul perwa ki hothi tho a deen jo ham tak pouncha hai kabhi bhi nahi pouhonchta aur age sahaba bhi a soch ker intishar hoga tho kabhi eman ki doulat se malamal na hote aur Allah ke rasul wa sahaba ko unke gher se hijret na kerna padthi aur aemma e deen ko aur aemma e hadith ko jo taklife di gayi kis liye unka kya qusoortha sirf sahi dawat pesh ki thi sahi tablig ki thi ager wo bhi intishar ke khouf se apne biwi bachchou me pade rehte tho deen wahin simat ker rehta .sahi dawat jo nabiyou ki dawat Allah ki taref bulana aur sahi tablig j o allah ke nabi per nazil kerda shariat ki eshaat se hamesha shaitan khaif rehta hai aur insan ko ye patti padatha hai ke is se a log intishar kerte hai mere Allah ke liye aisi fitna angazi batou se bujthi aag per tail dal ker tamashai na banbaniye Allah apko jazae khair de dawat elallah se seintishar hoker logou ko haq wa batil ki pehchan hoti hai jitna tum dabaoge utna o oubrega.juma ka maamila bhi aapni dawati minhaj ki khul ker terjumani kerna h aai Allah hame sahi samaj de

ainulhaque hafiz (aljubail)
Feb 02 2012

avatar

Syed Bapu Saheb, Assalamualaikm, Udpi me ek zamane se Jumaa ki Namaz horahi hai. aur wahan namaz keliye log baher se nahi aye they. yeh jo apne aap ko ahle Hadees kehte hain, bahut jaghaun per intishar paida kiya. Sab apne bhai hain, Allah sab ko hidayat de AAmeen.

zahir (Qa)
Feb 01 2012

avatar

Assalamualaikum ye baat bilkul hi nazaiba hai ki aap 1 muslim bhai ko juma padne se roak rahe ho jab ke allah ke rasool ne farmaya 1 musalman dosre muslim ka bhai hai usko kisi tarah ki taklif na do.(bukhari muslim) yahan to takleef hi nahi balki namaz se roka jaraha hai. Ye bhi 1 azeem jurm hai.jis ki akkasi quraan kuch is tarah karta hai (waman ahsanu qaulam mim man daa ilal lahi wa amila salihaun wa qala inna ni minal muslimeen...sura fussilat.33) (waman azlamu mim man mana aa masajidallahi ain yuzjara fihasmuhu wasaa fi kharabiha..baqra..114 )

Md zakir (Bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

agar aap ko koi comment likhna bhi hai toh aapna pura naam kyu estimaal nahi kiya jata? pataa bhi nahi lagta ke short name se kon likh raha hai jo ke aise short name aksaryat logou ke hote hai ..

Rizwan Kola (Riyadh)
Feb 01 2012

avatar

JANAB IRSHAD SAHAB ASSALAM U ALAIKUM WARAHMATULLAHI WABARAKATUHU, ITNI NA BADHA PAAKI E DAMMAN KI HIKAYAT = DAAMAN KO ZARA DEKH ZARA BAND QUBA DEKH ALHAMDULILLAH IS MASALE KA HAL AAPKI TAHREER MEIN HI MOUJOOD HAI: کسی علاقہ کے پرسکون ماحول میں ایک جمعہ کے اضافہ اور کمی سے کونسی آسمانی آفت نازل ہوگی\" KHUDAARA ISKO ANA KA MASLA NA BANAAYE, HUM NE ISI SHER BHATKAL MEIN EK (1) JUMA SE DO (2) JUMA HOTE HUE SUNA HAI,(AUR ISKE NATEEJE MEIN KIYA KIYA MASAIB AHLE BHATKAL KO JHELNE PADEY, ZARA MUQAMI BUZRUGON SE DARYAFT KARLIJIYE) AUR ALHAMDULILLAH DO SE TAQREEBAN NOU(9) HOTE HUEY DEKHA HAI. AAP KAB TAK NAU (9) KO DAS (10) AUR PHIR GIYAARAH (11) PHIR BARAH (12) HONE SE ROK PAAYENGE.LILLAH WAQT KI ZAROORAT KO MEHSOOS KIJIYE AUR GAIRON KO HASNE KA MOUQA MAT DEEJIYE. UMMEED HAI MERI BAATEN AAP PAR GIRAN NAHEEN GUZRENGI. AAPKI DUAON KA TAALIB

Miran Peerzada (Mumbai)
Feb 01 2012

avatar

Maulana spoke about unity of Ummah and quoted Ayah of quran... Hold fast to the Rope of Allah, all together, and be not divided.\"(Aali Imraan 103) Dear Readers,its important to note that unity is based upon truth not falsehood..so maulana is propagating unity upon falsehood.

syed nooruzzuha (chennai)
Feb 01 2012

avatar

moulana apne darasl is kam ko maroof kaha hai jaisa ke unwan se zahir hai aur agar fitna ho to munkir to moulana ye bhi to bataen ke agar koi maroof kam ko karne se roke to ap us par kya hukm lagayenge mujehto lagta hai aap to is kam ko bais sawab samajhte honge hai na haan aisa hi hosakta hai kuynki agar aap aisa nahi samajhte to ap maroof ko rokne walon ko pehle samjhate aur unko rokte aur aapne aisa nahi kiya balke maaroof kam ko hi rokne lage afsos sad afsos apko maroof kam itna jhubhta hai kuyn moulana kuyn

bakar (bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

ASSALAMUALAIKUM.BAHUT KHUB IRSHAD SALAFI HAZRAT APNE AAP KO AASMAN SE UTRE HUVE SAMAJHTE HAI. KHUD NA E FITNE KHADE KARTE HAI AWR APNE AAP KO DIN KA DAI SAMAJHTE HAI. ALLAH PAK QURAAN ME FARMATE HAI 1 HOJA APAS ME TAFRUQA NAHI KHADA KARO. KHUD NAFRAT KE BIJ BOTE HAI DIN SAMAJTE HAI. MASJIDAW ME NAMAZ KELI E ATE HO NAMAZI KA KHUSHU BARBAD KARTE HO 1. NAMAZI KE PAIRAW PAR PAIR MARNA AGAR 2KE BICH JAGAH THODISI HO TO KHETE HAI SHAITAN GHUSTA HAI KHUD ITNA TANG PHELATE HAI BICH 10 SHAITAN KHADE HO SAKTE HAI.TASHAHUD ME UNGALI ITNA MARTE HAI NAMAZI NIGAH ALLAH SE HATA KAR APNI TARAF KARTE HAI. QIYAM ME ITNA AKAD KAR KHADE HUTE HAI GOYA KHUD SE BADA KOI NAHI. ALLHA KO AKADH BILKUL PASAND NAHI. ALLAH PAK QURAN ME FARMATA HAI WALA TAMSHI FIL ARZI MARHA......... ALLAH PAKAK SAB KO HIDAYAT DE AWR SHAITANI FITNE SE BACHA E AMEEN. ABU NASIHA DUBAI.

ALDENU NASIHA.{ABU NASIHA] (dubai)
Feb 01 2012

avatar

salamu alikum/ my bakar sahab ki bat se muttafiq hu / ke gair musim afrad agar juma se roke to ap us ko apna haq mara gaya khete hai jaisa ke udpi ke qareeb 1 juma masjid me huwa . awr bhatkal me juma se rokne ka jo waqiaa pesh aya us me hamare musalman log hi the magar ap awr ap jase chand log un ko shabashi de rahe hai

syedbapu (bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

Jumma kaa qayam behad khush ayand hai, is ke qayam se kissi ko kya ikhtilaf hoga, magar jis andaz se is mohalle ke illawa koyi aur is mein zada dilchaspi lene lage to har kissi ko bolne kaa moqua milega ke akhir in logon kaa kya irada hai.Aur dekha gaya ke juma ki namaz ke liye bahar se log aye the. Hum ko sirf yeh shikayat hai Al Hamdullillah Bhatkal mein ek hud tak Jamat aur Majlis Islah & Tanzeem kaa aham role hai to in ki rai mashore se koyi kaam ho to acha hai. Agar juma ke qayam ke liye Qazi ki ijazat leni zaruri naheen hai to inse kiyon ruju kiya gaya. Aur wahan se inkaar ki surat mein aap ko etraz kiyon hai. Aaj juma to kal Ramzan par ikhtalaf ho sakta hai jaissa ke baaz dusre ilakon mein ho raha hai to is surat mein is intishar kaa zimedaar kon hoga. ??????????????????????????

Matta Ashfaq Abdul Qadir (Dubai, UAE)
Feb 01 2012

avatar

Assalamualikum.... Mashallah Moulana Mohtaram ka qalam bahut khoob hai, Lagta hai ke aap Sach awr Haq ke kilaaf apne dil ki bhadaas nikaalna chahte hai. Kuch logow ke uksane par aapne apne qalam se jo mazmoon likha hai isi se ummat ke ander intishar paida ho raha hai. Is Khat ki wajah se apki SALARY mai Izafaa zaroo hoga, Lekin ummat mai Ittihaad paida nahi hoga. HAQIQAT CHUP NAHI SAKTI BANAWAT KE USOOLAW SE KHUSHBOO AA NAHI SAKTI KAAGHAZ KE PHOOLAW SE Allah Hum sab ko Haq par qayim rehne ki tawfeeq ata farmayein..

Abu Ibrahim (Bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

السلام وعلیکم مولوی ارشاد صاحب آپ اتحاد کی بات کرتے ہیں اور اتحاد کسے کہتے ہیں یہ آپ کو پتہ ہی نہیں اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا \"میں آپ کے درمیان دو چیزیں چھوڑکر جارہا ہوں اگرآپ اس کو مضبوطی سے پکڑوگے تو کبھی گمراہ نہیں ہوگےاللہ کی کتاب اور میری سنت\"نماز جمعہ پڑھنے سے آپ کو تکلیف کیا ہےاور انتشار کون پھیلا رہا ہےآپ کے چند شرپسند لوگ آکر زبردستی روک رہے تھے اور اتحاد واتفاق کی بات کرتے ہیں بھٹکل کتنی ایسی مساجد ہے جہاں بغیر اجازت کے نماز جمعہ پڑھی گیء ہے اور بعد میں جاکر اجازت دی گیء۔آپ ہی کا کہنا ہے کہ \"کسی علاقہ کے پرسکون ماحول میں ایک جمعہ کے اضافہ اور کمی سے کونسی آفت آسمانی نازل ہوگی\"بلکل صحیح فرمایا آپ نے یہ بات آپ کو سوچنی چاہےء۔اللہ تعالی ہم سب کو دین کی سمجھ عطاکریں۔آمین یا رب العالمین

Abu Yaseer Bhatkali (Bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

hafiz sb ne un salefiyo ka mudalal jawab diya hai shayed ab kiraye ke salefi hazrat bhatkal ke salefi ko samj gaye honge bhatkal ki fiza bigard ne kaliye un ka istimal hora ha hai. zarurazt hai deen ki asaliyat ko samjha jaye awer kisi surat me apas me intishar ne kia jaye jo awam hai wo bager elam ke apne ko mufti samjty hai wo mqami ulama se ruju kare. isliye ke jo log is inshar me dikaidiye wo ujjard jahil the.

abu anas ()
Feb 01 2012

avatar

as salam walikum, moulana ka mazmoon pad kar bahot afsoos hua.Bhatkal me takreeban 9 juma majid he agar ahle hadeeso ki ek masjid zayada hojaye to kya farak padta he?wo log quraan aur hadees ko harjage zinda karna aur dekhna chate he.bhatkal me dusri buraiya aur bidaate bhut sargaram he isme aap ko koyi fitna nazar nahi aaraha he,Juma padne se fitna hojata he.Ittihad hamesha Quraan wa sunnath ki bunyat par hota he, qaumiyat ki buniyat par Islam me koi ittihad nahi he.

Hajira gawai (saudi arabia)
Feb 01 2012

avatar

Pehlay Masjid phir juma agay ??????? allaha raham farmaye

Wellwisher (Dubai)
Feb 01 2012

avatar

assalamualaikum wah wah comment likhnewale agar aap ko jumah karni hi hi apna naya ilaqa sanwar lo phir abadi jama karo aur jumah ka qiyam karo jab darakht uga kar phal nazar aya to lut kar khane aye ho phaile darakht ugao phir jab phal niklega tab khane aao uskeliye aap ko bandar ya jali samander ke pas jana hoga tab maloom padega mehannat kise kahte aur kaisi karni padti hi aap bade aise dawe karte hi keh ham quraan wa hadees par hi yane hamare ulama hamco nauzubillah vedas aur maha bharat ki taleem dete hi zara sharam karo apne aapr aap ki misal aisi hi jaise 1 narel ka darakht hi aapko sirf narel chahiye ap 1 kam karo darakht me jitne patte aur uske sat jobhi nikalta hi usko udado aur 1 narel nikal kar dikhau jaise ye mukin nahi waise hi aapka qaul mumkin nahi samjhe ,jaise narail ke darakht ko patte ki zarurat hi waise hi quraan wa hadees me tabayee aur tabe tabyeen aur allah wale ki zarurat hi

abu abdul badee lowna (bhatkal)
Feb 01 2012

avatar

آخرایک مجدد الف ثانی پیدا ھوا جوکچھ نہیں تو اپنے مضمون سے اتتھحاد جوکے ایمان اور اسلام کا ہم حصّہ ہ ےکے بارے مے لکھ دیا اللہ مولانا صاھب کو تمان امّت کی طرف سے جزاے خیر اعطا کرے.محلے کے آدمی کو جمعے کی ضررورت نہیں صرف چند آدمی جو اللہ اور قرآن کا نام لیکر بھٹکل کاپر امن اسلامی معاشرا کو خراب کرنے مے لگےھوے ہے

Syed Mohammed (UAE)
Feb 01 2012

avatar

Moulana Irshad Saheb Siddiqui Halat ki nazakat ko dekhte huwe jo mazmoon likha who saraser hqaique per mabni hai. Jis se mukhalif ko takleet hona zahiri bat hai. Allah Pak ne Quraan me farmaya hai Mafhoom yeh hai (fitna qatl se ziyadah sakht hai), Taqreeban 800 sal se ittifaq wa ittihad se rahne wali qoum mai aj ye naam nehad salfi fitna dalne ki koshsish kar rahe hain aur is ke liye ghairaun se aur baher ke logoun se madad le rahe hain. Kiya Bhatkal me Ulama ki ya danishwaroun kami hai, ya sab Bhatkal ke Ulama sahih nahi hain? Dar Asl Bat Yeh Hai ke Yeh Alag Firqa hai, Inke Aqaid Mukhtalif Hain, Ahl Sunnat Wal Jamaat Is Se Bari Hain Aur Kisi ke piche inki namaz sahih nahi hoti. (inko apni pichli sari namazen dohrani padengi) isi liye in logoun ne alag se masjid tameer ki. Inko kisi per kufr ka fatwa lagane me der nahi lagti. Allah se dua hai Keh Ummat-E- Muslimah ki in fitnau se Hifazat farmaey Aameen.

Mohammed (Qatar)
Feb 01 2012

avatar

molana sahab ka mazmoun bahut khoobsurat hai kisi ko haq nahi hai k moshare me ikhtilaf karke koi cheez ki jaye jumma hi kyun na ho

huda (bhatkal)
Jan 31 2012

avatar

moulana irshad sahib ka mazmoon mouqe ki munasibat se bilkul sahi hai, chote se mazmoon me ittihad ki acchi taareef ki hai, ab admi jis tarah ka chashma laga kar padhe ga us k samne wahi shakal aae gi,garche k mazmoon me kisi qasam ki tassubiat nahi barti gai hai,shariaat me qazi ki kiya haisiyat hai us se har ek muslim baccha ko chodo gair muslim bhi waqif hai ,jo log qazi ke faisale ko thukra kar ghairaw ko apna hakam banaye un ko koi haq nahi pahunchta k woh apne ahle hadees hone ka dawa kare, ham sab achi tarah jante hai k in hazraat ka hadees se kitna talluq hai awr in ka ilme hadees par kitni nazar hai, ilm hadees par maharat k sath koi dawah kare to ham ko koi tajjub nahi awr woh ape ahle hadees hone ka dawah bhi nahi karta dabba kitna khali hota hai us se utni hi awaz aati hai jaise hamari taraf wale ahle hadees , jo hadees ko chod kar apni khawhishat par chalne wale hai, allah taalah sirf bhatkal walaow ko nahi bulke puri dunya k musalmanaw ko muttahid banaye,ameen

syed (saudi arabia)
Jan 31 2012

avatar

gawaat char maanshe nai juma mizgato karte waso laglaha. asaali mizgato khalee rata hi mizgati mansha ka bharachi hadtaale.zara dimagin kaam kara .ishi kaw udpi ani manglor chi mansha juma padho hartat baloon khabar ashe .he kai noi he qiyamay chi nishani hee.khalee bekaar gawaat fasadaat karo utlaha....

yaqub sha (bhatkal) ()
Jan 31 2012

avatar

aap ke mohalle me jab 30/35 sal qabl jumma ka qiyam amal me aaya tha kya ittiha w ittifaq ya shar an amal me aayatha?Abdullah ibn masood (RA)ka qawl us waqt yad nahi tha? aaj woh dedh inch ki masjid karaodown me ban sanwar kar mashaallah kya khoob lagegi.meetha meetha hap hap kadwa kadwa thu thu,kya masjidawn ya jumma ka qiyam aapasi ittihad ya ittifaq ko para para karta hai?

abu atifa lowna (saudi arabia)
Jan 31 2012

avatar

assalamualaikum, moulana ke mazmoon se yeh maloom hota hai ke ye kaam dar asl unki nazar mein bhi maroof hai mashaallah,to moulana is maroof kam ke karne mein ap bhi madad karein apko bhi bahut ajar milaga inshaallah,ap jitni mehannat maroof ko munkar sabit karne ke peeche sarf karrahein hain uski das feesadi bhi asl marroof kam keliye karte to. ..................

bakar (bhatkal)
Jan 31 2012

avatar

moulana agar isi juma ki namaz ke liye kahin koi kafir roke tu ap isko hamara haq mara jaraha kehte aur wahi kam agar hamare dini bhai karen to ap un ki peeth thapthapayen, yaad rakhen app unki peeth thapthapake fitne ko janam de rahein hain, balke apko ye karna chahiye tha ke ap unko rokte aur kehte koi agar allah ke ghar mein allah ki ibadat karna chah raha hai tu haraj hi kya hai.

bakar (bhatkal)
Jan 31 2012

avatar

Moulana ka mazmoun inhi par ziyada lagta hai. Agar koi juma numaz pdhaye to aap to takleef kya hai, AAP munkar kyon pehla rahe hain. Bhatkal Jaise Mahol 1 kya, agar is se ziya juma bhi shiroo ho jaye, moulana ko kya pareshani hai.

Mohammed (uae)
Jan 31 2012

avatar

salam u alikum irshad siddiqi sahab ka mazmoon tassub par mabni hai /awr zaban bhi gair muhazzab istimal ki gayi hai / awr abdulla ibne masood ke qawl ki koe daleel bhi nahi hai /

tasneem banu (bhatkal)
Jan 31 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS