Detail NewsDetail NewsDetail News

17responses

avatar

Bhayi Razan aur Abdulla, aapke bahas se kuch fayida nahi kyunke yahan salafiyat par nahi balke juma ki ijazat par masala khada huwa hai. Waise tho musalmano ke bahut se groups hain jinki alag alag soch hai lekin inka Islam ke bunyadi aqayid par koyi asar nahi padtha. Isliye kisi ko ye ikhtiyar nahi ke apni hi soch aur tariqe ko raayij kare. Masjid ke location ke hisab se agar wahan juma karna zaroori hai tho Jamatul Muslimeen is par gaur kare.

Muhammad Gaus Syed (Sharjah)
Jan 15 2012

avatar

Assalamalikum... brother razan... Alhamdulilah salafi kya hai mai achi taraha se wakif hu... aur aap ko bhi iski Dawat deta hu... Hum ko Quran aur Sahi Hadees se aage kuch bhi nahi hai... Mashallaha ye aap ko ILHAM (gaib ka ilm) kaise aagaya k hamara aur shekh shuram ka same salafi nahi hai??...Alhamdulilah shekh shuram aur hum same Salafi hai... ALLAH ki mohabbat dil me hone k liye Alim ka hona zaruri nahi hai... aur salafi Allah ki itat karte hai aur Mohammed sallahualaihi wasallam ko apne imam mante hai...hum to 2-4 kitab padli... aapne apne imam ki kitni kitabe padli??... Hamare liye hamare rehbar Imam-e-azam Mohammed sallahualaihi wasallam he hai... aapne apka hath koun se rehbar k hath me diya??... k aap ko thappad marne ki talim di...Aap ka paila comment(message) Mangalore se aaya tha aur dusra comment salafi ki sar zamin Saudi Arabia se aya... is salafi ki zamin se kuch ilam hasil karlo... warna is line muj se ziyada aap ko hi jajti hai... (kuwen mendak ban ker rahoge.sab se phele apne ap ko mitana pade ga,apne akadpan ko todna padega,apni ananiat ko khatam karna hoga,kunki ilm aur ghamand donaw 1 piyle me pani nahi pi sakte)

ABDULLAHA (Saudi Arabia )
Jan 12 2012

avatar

bhai abdulla sahab apko kuch pata hai k salafiyyat kia hai?ap itna hi jante honge k quran hadees bus is se age ka apko pata hai ya nahi ? shik shuraim jo salafi hain wo ap jaise salafish nahi hain samjhe apjaise to 2 4kitabe pad ker bade apne apko allama samajte hai.is liye sab se phele apne ap ko ya apna hath kisi bade rehber k hath me de do.tab jaker ilm ki chashni mile gi.tab ja kuch banoge.tab ja ker ilm ki marifat milegi.tab ja ker compute awr tyipwriter me farq masoos ker sakoge.warna ise hi kuwen mendak ban ker rahoge.sab se phele apne ap ko mitana pade ga,apne akadpan ko todna padega,apni ananiat ko khatam karna hoga,kunk ilm aur ghamand donaw 1piyle me pani nahi pi sakte

razan (saudia)
Jan 11 2012

avatar

The Salafi Masjid and library wish to co-exist peacefully with other Jamaat but we are and independent entity and we do not need to seek permission of any other Jamaat to carry out Friday prayer. The point of having unity by having every person come to same mosque for Friday prayer would be valid if there were only 1 or 2 masajid in Bhatkal. However there are many Juma Massjid already and there is no harm to add one more. In fact, it is desirable because we can appreciate the fact that there is one extra Juma Masjid. Having everybody brainwashed into praying Juma at one mosque when there are 6 mosques in bhatkal is not called Unity. It sounds like an attempt to bring about monopoly, especially because they send angry public to shout inside the mosque and prevent prayer. The views of Salafi people are very plain and straightforward. We just follow Quran and Hadees and reject each and everything that came after that. According to learned scholars, there is no proof in any valid islamic text/scripture that one Jamaat should take permission from others in order to hold Friday prayer. that person was only talking for a fraction of the total time of the ordeal. But i also agree that he should not have spoken in local matter. It was a pathetic sight when i came for first Friday prayer in my locality to find one group of Sunni muslims trying to stop another group of Sunni muslims from praying Fardh prayer in a mosque, while the non-muslim police watched the show. If the Jamaat wanted peace they would have held dialogue with the Salafis,

usman (bhatkal)
Jan 09 2012

avatar

@Dear Mr.well wisher(bhatkal),ap ne apna naam likne se kiyu sharm masus ki? iss liye kahi ap ki asliyath logo ke samne na aye !!!!Fazaile Amal ku chod kar dusri sahi hadeeso ki kithabo ku pad kar amal karne ki khoshish karo. @This is my kind request to bhatkally people who are living in gulf country let bring your leader or scholar to gulf country for do the serve what is the distance between the one and other masjid where there is doing a juma prayer..!!! @Dear Mr.Abdullah ur right ,...let them ask the question about this topic with sheikh shuram or sheik sudais !!!

Abu Hiba (Dammam)
Jan 09 2012

avatar

Salamalikum... Kya kisi masjeed me namaaz padne k liye green signal milna zaruri hai??... Kya is ki koi sahi dalil hai aap k pas. Ager nahi hai to ye traditionhai. bhatkal ka qanun hai. Mere pyare bhaiyo hadees me aata hai deen me kisi baat ko joodna (add) karna bidaat hai. Har badat gumrahi hai. Aur 1 hadees me aata hai har ijatshida cheeZ gumrahi hai. Quran me ata hai sura 5 maida ayat no 3 islam perfect ho chuka hai aap ko kisi. Cheez ko jodne ki zarurat nahi hai... Aur saudi salafi hai kya saudi me bhi galat islam hai??... Kya allah nabi ki zameen saudi arab se islam ko khatam kiya aur sirif bhatkal me kaim rakha???... Hadees me aata hai fitna ayega to shaam se aayega is pak sar zamin se nahi... Aur salaf ka matlab jano... Ind me har ek ko apne mazhab ki dawat deneki ijazat hai... Kisi ko rokne ka haq nahi...humko namaaz se mat roko aur hum ko gar ki madat lene par majboor mat karo... Aur last hadte gairo ne kiya iska humlog itna halla kiya. Wo to gair hai unke pas deen nahi hai. Apke dilau me din hote aisa kar rahe ho???...

Abdulrehman (Saudi arabia)
Jan 09 2012

avatar

juma ka mane jama karnai kai hai.yaney tamam musalmano ko ik masjid mai namaaz padna hai. rasoolula sallallahu aliwassalam nai apni zindagi mai ik hi masjid juma qaim kiya.salafi hazaraat hadees kai khilaaf kis tarha kartey hai samaj maia nahi ata.

muhammad ahmad bhatkali (bhatkal)
Jan 08 2012

avatar

Assalamwalaikum... brother razan kya aap k maa bap neyahi talim di k kisi ghar aye mehman ko thapad mare... aur kya islam yehi sikata hai??....aur humne suna hai k bhatkal me sheik sudais ko dewat dithi... aur shekh shuraim bhi salafi hai... kya inko bhi thapad marne k liye bulaya jaraha hai... sheikh shuram salafi hone ka proof is link par click kare... http://www.youtube.com/watch?v=aBKFcNW2S0g

Abdullaha (Saudi Arabia )
Jan 08 2012

avatar

please dont get juma in this masjid ,we need parmition of cantaral jamat

mujeebur rahman (dubai)
Jan 07 2012

avatar

Bade sharm ki baat hai ke hamare zimmedaran burai se to logo ko nahi rokte balke Juma jaise muqaddas fareeza ko rokne ke liye pesh pesh hai

Abdullah (Alkhobar)
Jan 07 2012

avatar

Dear All, Juma can be performed in a town in multiple locations and anywhere within the town, whether the town is large or small. However, without reason Juma should not be prayed in many different locations because Juma is a sign of Islam and is a congregation of all Jamaats and if it is spread about in different Mosques then the same show does not remain as you would get in one large gathering and it is because of the sign of all Muslims uniting that it has been allowed and so the gathering should not be split and a Juma should not be done in every street or area unnecessarily. Thanks & Regards, Meeran

Mohammed Meeran (Dubai)
Jan 07 2012

avatar

Jo Shaks video par police ke saath baat kar raha hai. Usko chand log beja istimaal kar rahein, us shaks ke baare mein galat rai kahim karne ke bajaye, braye meherbani aap uske reshtedaar ya janne waloun se rujo karein,wu shaks zaini taur par sahi nahi. Jinoun ne usko istimaal kiya hai,kal qiyamat ke din ALLAH Ke darbaar mein wo log mashool hai...editor saheb pls tahqeed karo ..

shahid (Bhatkal)
Jan 07 2012

avatar

Jo admi video par police se baat kar raha hai, wo hamara rishtedaar hain jo zaini tour par bemaar hai,aur bhatkal ke aksar log isko jante hain. Usko kuch log beja istimaal kar rahe hain. mein viewers se appeal karta hon ke aap apni galat rai us shakas par bila sochein,samjein na lagayein aur us shaks ke bare mein tahqeek karein. wo shaks bilkul, kahein saloun se zaini(psychic)itebar se sahi nahi hai..

Well Wisher (bhatkal)
Jan 07 2012

avatar

One of the dark day for Bhatkal\'s muslim. The Bhatkal Jamatul Muslimeen\'s(BMJ) stance should be accepted because it is the platform of Unity for Muslims in Bhatkal. Some people with fundamentalist mind are harming the unity and harmony of Bhatkal. If the BMJ(bhatkal) give permission to these people they will create disunity with their speeches and commentary. I pray to Allah to give istiqamah to our community to unaccept this stance.

Suhaib Musba (India)
Jan 07 2012

avatar

Juma ka Maqasad,musalmanoun mein ijitimait aur itihad ko farog dena hai, saath hi musalmanoun ke deeni,milli,siyasi mashirati halaat ko haam musalmanoun tak pahonchana hai.Jitni bhi jamatein musalmanoun ki behetari, islah wa tableeg keliye kaam kar rahi hai ye jaan le ke aap hazraat ALLAH ke Nazdeek ham logon ke muqabale mein dogna masoul hain kyuonki aap hazaraat QURAN AUR HADITH ko jante hain ,agar isko jante hue aisa amal na karien jo musalmanoun ke itihad aur ghairoun keliye mazaak aur tamashe ka bahis banein. Bhatkal ki ek qadeem tarik hai, aur pichle 1000 saal se yahan par durul qaza ka nizam chala ara hai, aur yahan ke basne wale musalman har ijitimahi faisla,jo darul qaza ki taraf se ata hai,muslamaan is par amal karte arahe hai,lihaza bahar wale, ya par basne wale agar police aur hindustan ki aiein sahara lekar,ijitami zindagi se alag hokar apni mam mani kar rahe hain, ALLAH aap ki niyyatoun se waqif hain.lekin ISLAM Mein itihad aur ijimait ki badi ahemiat aur jamaat ki taraf se jo faisla ata hai us per amal karna aur isko barqaraar rakhna har musalman par wajib hai. jo hazarat islahi ya dawati,ya kis aur jamatoun se munsalk hain,aap apne nazriyat aur apne dahire mein sahi hosakte hain.lekin darul qaza par apni rai aur nazriyat ko toup nahi sakte aur har haal mein jamatul muslimeen aur tanzeem ke faisle ko maan kar chalna hoga.. Darul Qaza, ya jamatul muslimeen aise masloun ko kisi nazriyati,siyasi aur kisi ke dabaou se balatar okar ain shariat ki rooh se, masalihat,kuloos aur sanjidagi se hal karne koshis karein ALLAH ittihad ko baqi rakein Ameen

Syed (Saudi Arabia)
Jan 07 2012

avatar

mujhe bhut afsoos huwa jab apne hi humsheri ne bhatkal ja ker hamari apni naqabiliat apne ganwarpan apni bewaqufiat ka izhar kia.mai bhatkal walaw se zarur kahunga ke hamara har sheri is ki tarha pagal awr khiska huwa nahi hai

dr.nazeer khan.mbbs (mangaloor)
Jan 06 2012

avatar

video clip me jo admi police se bat kar raha hai us bhatkal me aa ker bat karne ka haq kis ne diya.agr mai samne hota to usko ek aisa kheench k thappd lagata k us k ghar wale us ko nahi pehchante.sala eidiat kaheen ka

razaan (mangloore)
Jan 06 2012

Leave a reply for this Article

Name *
Email * Phone * Location * Comment *
* your email and phone will be private and confidential by clicking on submit button you agree to our TOS